SoumiBairagya
Link to CommentCode of ConductWattpad Safety Portal
hello chitti na soi sandesh!!..
haha i know lame joke hai...
btw kaisi ho aap?..aur itne raat tak wattpad? hmm hmm..meri tarah hi behsaram hoti jaa rhi hai aap?...
anyways...yrr aapki bsf toh pagal ho jati hogi na...mere saath aisa same kuch nhi hua..but haa rumours bohot faila hai faltu ka..itna faltu itna faltu...mera khoon garam ho jata hai..lgta hai sooryavansham ki movie amitabh jaise muh se khoon nikal va du un sab ka...
chittiiiii
@SoumiBairagya haa yaarr kya karo Wattpad ka maza to raat me hi padhne me aata hai ... Mai to ekdummm badhiya hu tum kaisi ho ? Jo tumhare baare me kuch bhi bolta hai to sidha kohni maara karo unko aaye bade mere dosto ko pareshaan karne wale
•
Reply