dareya_2811
Hello
Pata nahi kuch dino se mera Wattpad thik chal nahi raha hai. Na hi notification aa rahe hai jiske wajah se mujhe kuch pata nahi chal raha hai jis wajah se main na hi story upload kar paa rahi hu na hi story read kar paa rahi hu to please aap log kuch suggest karo ki main kya karu??