jr_viratk18

Hey Aanya 
          Forgive me tumko me support karunga and aage se shak nahi karunga baba please na aapne kya kaha tha me aapko kabhi nahi chhodungi me humesha apke sath rahungi, hum dono ke bich me koi nahi ayega kaha tha aapne phir kaise koi agaya humare bich... Trust aap par itna kiya phir bhi dekhi Aanya me aapke bina nahi reh sakta aapse attachment huyi hai muje... Anya please unblock kardo ab gussa chhod do ... Me apka hoona to apno se koi aisa roothta bai zagda karo ye thodi hota hai bat nahi karni kabhi ...
          Jaldi unblock karo I am waiting for you Aanya jii ❤️