iamsgking

Aankhon ne yeh Kya kiya...
          	Jo  Tumhe dekhne ki kasam kha liyaa....
          	Samjhata raha ki nahin hoga aisa....
          	Aakhon ko aur koi chahiye hi nahin  tha tumhare jaisa....
          	Chahiye thi to bass tum,
          	Na dekh sake to phadphadane laagtii,
          	Tumhe dekkar jo sukoon milti..
          	Kya anokha khel yeh zindagi ka????
          	Milne ka darr ki yeh lamha jaldi na jayeee,,,,
          	Chorne ka gham ki yeh lamha wapas phir kab aye...
          	Sota to aankh kholne ka naam na lete...
          	Bandh ankhon mein tumhare khaab jo aate...
          	Kab ho jaye aisa ki mujhe dilasa na dena parein....
          	Tum humare paas raho...
          	Aur yeh aankhein tumhe dekhti rahein....
          	        -IamSGKing