@taexdreams ,, sonu bby, maine abhi abhi tumhara msg dekha :( pakka sab theek hai na? I really hope ki sab theek hi ho !! please apna dhyaan rakhna, pakka break par hi ho na? please jaldi vapas aajaana please, mann nhi ho toh baat mat karna, bas apni presence ka hint dete rehna. Apna dhyaan rakhna, zyada overthink matt karna haina, kanha ji tumhara saath hain <33 I love you more meri pyaari sonu ri, I'll miss you a lot <33