Vikram--- breath in breath out relax keerti ji relax.... Calm down....(hugs her) aapka beta nahi main khud surender kar raha hun.... Par do shart par ek aapse aur doosri baakiyun se....
Apse yeh ki aap vivaan se gussa nahi hongi aur use voh pyar dengi jo main nahi de saka
Second preeta yeh contract cancel kar do please.....
Karan---for god sake uncle...just stop saying ki preeta cancel the contract.... She will not do it.... Aur aap chahe jitni bhi koshish kar lein voh yeh contract nahi cancel karegi....
Vikram---yeh tum keh rahe ho.... Preeta se poocha use yeh contract kar na hai ki nahi....
(karan looks at preeta there was no reaction on her face )
Karan--- preeta do you want do complete this contract.....
Preeta--- umm ....yes off course..... Voh bahut ache log hain karan....
Vikram---voh bas ache hone ka dhong kar rahe hai preeta....
Karan--- jaise aapne kiya tha..... Preeta aur uski family ke saamne aur abhi bhi vahi kar rahe hai ki hum aapke upar vishwass kar le..... Aapki yeh so called fikar dekh kar... Balki aapki is fikr ke peeche koi aur hi reason hai.... Haan.....
Vikram---haan hai mera koi aur reason... Aur usi reason ne mujhe apni galati ka ehsaas karaya..... Voh kehte hai na jab khud pe beet ti hai tab ehsaas hota hai saamne wala kaise sehan kar raha hoga...... Aur ab mujhe pata chal gaya hai... Please....
Karan--- cut it write now right..... Aage aap preeta ke contract ke baare mein kuch nahi bolenge..... And ya hum aapko yaha isliye laae hain kyunki aapke bete ki shaadi hai ek hafte mein toh tab tak aap yaha reh sakte hai..... Uske aaage ka aapke parivaar wale decide karenge ki aapko police ke hawale karna hai ya nahi.....
Vikram -- karan beta meri..
(but he left from there)
Preeta---meher uncle ko unka room dikha de...
(she also left)
Karans room
(he enters the room in anger and banged the door harshly.... Preeta also entered and hugged him tightly)
Preeta---(rubbing his back) shhhh!! don't say anything just try to calm down ...
(he hugged her tightly as tight as he could and closed his eyes....after some time karan was calmed down)
Preeta---don't worry main yeh contract nahi cancel karungi. I know tumhare liye mera music kitna pyara hai.... Meri singing kitni pyari hai tumhe.... So just calm down...I am not leaving it till my last breath and Love you....
(he hugs her more tightly)
Karan--- I love too....
(both broke the hug)
Preeta---ab kaisa feel ho raha hai janaab meri jaadu ki jhappi pa kar...
Karan---aisa lag raha hai ki koi bull dosar mere upar chadh ke chala gaya(preeta wide her eyes) .... Aur mein seedha swarg yatra kar ke aa raha hun.....
Preeta--- haww bajarbattu chodungi nahi ek minute kuch dhoondhne do tumhe maarne ko...
(she starts searching she opens the drawer.... And found a knife in it)
Preeta--- room mein knife kaun rakhta hai....
Karan---main rakhta hun....
Preeta---kyun tumhe yaha bhi apni chef giri dikhani hoti hai..... Par abhi Yeh mere kaam aane wali.... (she took it and points towards karan)
आप पढ़ रहे हैं
ZINDAGI IMTEHAAN LETI HAI
FanfictionCompleted ✅ the story is totally different from the kdb story. Peep in to know more.