Shreya Ki Shadi

1.4K 82 31
                                    

Daya's thinking : sab kuch barbaad ho gaya shreya sab kuch😦..

Just than someone rings door bell of his house. He open the door and become shocked to see Abhirika and Kavi.

Daya : Tum sab yaha😕.. aao ander aao..

Everyone enter.

Abhijit : Daya Tum theek toh ho..

Daya smile and said : main bilkul theek hoon mujhe kya hoga..

Kavin : sir ye aap bohat galat kar rahe hai.. aapko shreya se baat karni chahiye..

Purvi : haan sir kavin sahi keh rahe hai ek baar try ko kijiye..

Tarika : hum sab tumhare sath hai.. Hum bhi shreya ke parents se baat karege..

Daya : nhii.. ab koi faida nhi hai sab kuch khatam ho chuka hai..

Kavin : kuch khatam nhi hua hai sir kuch bhi nhi khatam toh aapki hope ho gayi hai.. aapne apni hope ko maar diya hai..

Abhijit : haan Daya Kavin sahi keh raha hai.. hum sab tumhare sath hai..

Kavin : sir main sidharath se baat karuga.. i  am sure ki vo meri baat jaroor samjhe ga..

Daya : tum sab log bekar main hi.. ye sab kar rahe ho..

Purvi : sir please hum sab jaante hai ki shreya bhi aapse bohat pyar karti hai..

Tarika : haan Daya please..

Daya : theek hai main baat karuga usse bas..

Everyone's face light up.

NEXT MORNING AT SHREYA'S HOME

Kavi and Abhirika and Daya came. Shreya become shocked to see them.
They become shocked to see sidharath here.

Kavin : Hey sidharath ek min. Aaoge..

Kavin went with sidharath. They went to garden

Kavin : sidharath mujhe tumse kuch kehna tha..

Sidharath : haan haan kavin bolo..

Kavin : baat ye hai ki tum iss shadi se mana kar do..

Sidharath shockingly😨😨 : what..? Par kyu...

Kavin : kyunki shreya tumse pyar nhi karti.. vo Daya sir se pyar karti hai..

Sidharath : main shreya se bohat baar pucha magar vo mujhe har baar mana karti rahi..

Kavin : shayad apni mom ki wajah se and i am sure ki tum ye nhi chahoge ki tumhari wajah se Kisi ka pyar usse door ho jaye..

INSIDE THE HOUSE.

IN SHREYA'S ROOM.

Abhirika and Daya were present there.

Daya : shreya please iss shadi se mana kar do..

Shreya : nhi sir ab bohat der ho chuki hai.. main ye nhi kar sakti..

Daya : please shreya..

Shreya : sir aapne bohat der kardi aap samjh kyu nhi rahe hai ki main iss shadi ke liye mana nhi kar sakti..

Just than sidharath came and said : par main toh mana kar sakta hoon na..

Shreya : sidharath

Sidharath : haan shreya main hi iss shadi ke liye mana kar dunga.. because main nhi chahta ki meri wajah se do pyar karne wale alag ho jaye..

Shreya smile and said : thank you sidharath..

Sidharath smile and said : aahaa.. thank you se kaam nhi chalega.. apni shadi pe mujhe invite bhi karna padhega..

Everyone smile on this..

1 YEARS LATER..

Abhirika and Dareya are now married. And everyone become happy in there lives.

IN KAVI'S HOME..

Kavin was doing something on Laptop. Just than Purvi came and said : Kavin please mujhe sona hai aap bahar jaake kaam kar lijiye na..

Kavin : Purvi main kaam kar raha hoon DJ laga ke dance thori kar raha hoon..

Purvi : par phir bhi aap bahar jaake kaam kijiye..

Kavin : accha fine..

He went out from room and went to Acp's room.

Kavin : Acp saab..

Acp look at him and said : kya hai..

Kavin : mujhe complaint karni hai..

Acp : hain.. kis ki..

Kavin : aapki bahu ki..

Acp : main thappad maruga agar usske baare main kuch kaha toh..

Kavin : acchaaaa.. ab aap jawan bete pe hath utahyege.. kalyug ghor kalyug.. pehle toh mujh jaise bhole bhale.. bohaattt ki acche hot aur handsome pati ko biwi ne kamre se nikal diya aur ab apne honhar jawan bete ko baap dhant raha hai kyyuuuu.. India wants to knowww...

Acp : shut uppp.. kaam karna hai toh chup chap bhaith ja bakwas nhi..

Kavin sit down on bed and said : ok fine..

TO BE CONTINUED..

Strange feelings ❤जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें