Off to Uttarakhand

718 139 64
                                    

"Life isn't too easy or it isn't too difficult... It's the way we react makes it easy or difficult... Let's first focus on our personality development... Then, automatically life comes to the desired path"....happy reading😊.

Abir, kuhu and mishti came down, with mishti's gungat over her face... Then all started the rasam of muh dikhaayi... Sumitra naani's relatives and freinds did the mishti's muh dikhaayi...
One of naani's friend said : "sumitra, tumhari bahu tho bahut hi pyaari hai yaar".
Naani caressed mishti's cheek and said, "wo tho hai... ".
Another said, "aur suna hai zyada padhai kar rakhi hai?".
S naani : ha ..... Wo ek doctor hai...
Meenu was looking here and there as she wasn't liking people praising mishti... But, abir and kuhu were enjoying someone praising mishti...

Suddenly another friend of sumitra naani said, "lekin, abir....tum isse shaadi kyu kiya?... Iska umar tho tumse zyada hai na?".
Pinky aunty was waiting for this moment...
P : sahi kaha behen... Mishti ki age itni zyada hai ki isko abir jaisa ladka kaise mil gaya?...Kuch tho jaadu kiya hai ladki ne...
Kuhu was fuming in anger,
Kh : pinky aunty, aapko di ki itni aalishaan ghar ko dekh ke pet me dard ho raha hoga na?... Isiliye aap aise baat kar rahe hai... Aap jal khukdi kyu bann rahe ho?.
S naani : aap dono chup honge?... Meri bahu ke baare me aise bura bala kehna allowed nahi hai mere ghar me...
P : hum kuchh galat thodi na bol rahe hai?... Abir ka dimaag kharab hua hoga... Abir tum pagal tho nahi ho gaye ho na?.

Mishti who was listening to every words carefully lost her patience when pinky aunty spoke about abir,
M : bass... Pinky aunty bass... Aap itne saal se mujhe bura bala keh rahi thi aur me chup thi.. Isiliye nahi ki mujhe bolna nahi aata hai.. Par Isiliye ki me aapko disrespect nahi karna chahti thi.. Lekin, aaj aap mere hi saamne mere hi sasuraal me khade hoke abir ki insult kaise kar sakti hai?... Darwaaza khula hai...Aap yaha se jaa sakte hai.. Aapki zaroorat nahi hai yaha pe...
P : mishti, sasuraal aake bahut badtameez ho gayi ho... Tumhe tho...

Abir stepped between pinky aunty and mishti,
A : tho kya karenge mishti ko?...
P : wo... wo...
A : bataayiye kya karenge... Ek baat aap sab log kaan kholke sun lijiye... Aaj ke baadh me mishti ke baare ek bhi buri baat nahi sun sakta.. Aise logon ko mera ghar ka darwaaza humesha ke liye bandh hai... Naani, rasam katam ho gayi na?.
S naani : ha abir... Tum mishti ko leke jaao apne room me...
Abir held mishti,'s wrist and dragged her with him to the room.

Pinky aunty was feeling anger, jealous and impatient looking at how abir supports mishti... Kuhu was observing her...she came near her and whispered,
Kh : kaisa laga meri di ka ghar pinki aunty.?...
Pinky aunty stared at kuhu... Kuhu chukled,
Kh : ab ghurne se kuch nahi hone wala hai.. Maine kaha tha na aapse ki meri di ko ek rajkumaar milega... Aaj dekhiye, meri abir bro kisi raajkumar se kam thodi na hai...
P : tho me kya karu?.
Kh : aap kuch mat kijiye... Aapki ghaadi bahar ready hai... Aap jaayiye... Seedha apna ghar jaayiye... Naani naanu se shikaayat karne ki koyi zaroorat nahi hai...
Pinky aunty left stomping her feet.

S naani : sorry dosto... Chalo khana khate hai...
Then they all had food...
Here, inside the room, mishti was sitting on the bed and abir was texting someone on the Phone... Mishti glanced at him few times... She wanted to thank him,
M : suno...
A : hmm...
M : thanks..
A : aaj jo maine kiya na uske liye thanks bol rahi hai?.
M : uske liye bhi aur meri dost banne ke liye bhi... Thank you so much abir...
A : mishti, dost ka fars hota hai apni dost ko mushkil situation se bachaao.. Waise tum uss pinky aunty ke baat sunti kyu ho?.. Kitna kuch keh rahi thi wo...
M : abir, she is the daughter of naanu and naani... I tolerated her only for naanu and naani...
A : lekin, aise aage mat karo.. Aise logon ko muh thod jawab dena hai..
M : ok ajeeb rajvansh...

Kuhu came to mishti and abir's room to call them down... She knocked the door. Mishti looked in that direction,
M : aaja kuhu... Tumne khana khaya?.
Kh : uske liye hi tum dono ko bulaane aayi hu...
M : ha tu jaa.. Hum aate hai...
Kh : ok...
Kuhu moved a bit and stopped immediately,
Kh : abir bro...
A : ha bro...
Kh : thank you so much...
A : kis liye bro?.
Kh : aap aaj meri di ko bhi bolne ko influence kar diya... I always wanted my di to give back to that pinky aunty...
A : lekin, maine kuch nahi kiya..

The 'Love'Where stories live. Discover now