its dinner time

228 21 0
                                    

Let's start the next chapter

Here daya sir moved towards to restaurant area and shreya and priya also followed him... but as soon as they reached near daya sir and caught him ...but main time hotel manager has come there... after looking hotel manager both priya and shreya were stopped on their place.

Priya : ohhhhh nooooooooo... yeh hotel manager kahan se aa gaya beech me.

Now shreya became irritated and annoyed too after looking hotel manager and said : haan yaar hum daya sir se milane hi wale the ki na jane yeh hotel manager kahan se tapak gaya...ab mai kaise unase baat karoongi aise toh sara samay hi beet jayega aur daya sir yahan se chale jayenge ...but shreya stopped in between because priya placed her hand on her mouth and said

Priya : shhhhhhhhhh... dheere bol aur chal ab jaldi se chup jate hai varna is hotel manager ne hume dekh liye toh gadbad ho jayegi and then both were hide behind the large flower vase.

Here hotel manager came close to daya sir and said.

Hotel manager : areeee sir aap yahaan.

Daya sir : ha...haan woh mai restaurant area me ja raha tha.

Hotel manager : areee sir aap neeche kyun aa gaye...agar aapako kuch chahiye tha toh hume call kar dete waise bhi aapaki tabiyat theek nahi hai...

Daya sir : areee nahi nahi ab mai theek hoon aur pahale se behatar mehsus kar raha hoon toh socha ki kyun na restaurant area me jakar acp sir salunke sir aur mere sathiyon ke sath dinner kar liya jaye. Waise bhi mai room me akele baithe baithe bore ho gaya tha isliye mai neeche aa gaya.

Hotel manager: areee sir yeh toh bahut achchi baat hai ki aapaki tabiyat ab theek hai. Par aapako yahan aise nahi aana chahiye tha at least hume inform kar dete aapako pata nahi hai ki yaahan bahut sari ladkiyan aayi hui hai aapase milane ke liye agar aapaki phirse tabiyat kharab ho gayi toh acp sir bahut naraj ho jayenge....chaliye sir, mai aapako restaurant area tak chod kar aata hoon isase pahale ki koi aapako pareshan kare.

Daya : areeeeeeee...nahi nahi usaki jarurat nahi hai. Aap pareshan mat hoyiye mai chala jaoonga.

Hotel manager : areee sir isame pareshani kaisi yeh toh mera ferz hai. And both were moved towards restaurant area.

Here shreya and priya were came out behind flower vase and looking towards them sadly.

Shreya became disappointed.

Shreya : shitttttt...yaar lagata hai ki meri kismat hi kharab hai.

Priya looked at her and placed her hand on her shoulder : don't worry shreya tu aise nirash mat ho yaar...

Shreya : areee yaar kaise nirash na hoon haan...tune dekha na pahale es hotel ke staff ne hume daya sir ka room no dene se aur unse milane se mana kar diya....aur phir jab daya sir apane aap hi yahan hamare samne aa gaye toh un ladkiyon ne unahe gher liya ab jaise taise un ladkiyon se peecha choota toh ab yeh hotel manager na jane kahan se aa tapka beech me aur ab daya sir ko apane sath le gaya... mujhe toh lagta hai ki meri kismat me unse milna likha hi nahi hai...she said in panic voice.

Priya : shreya aisa kuch nahi hoga...dekh lena chahe kitani bhi archan kyun na aa jaye par mujhe poora yakeen hai ki tu apane dream boy se jarur milegi kyunki god bhi yahi chahte hai ki teri aur inspector daya ki mulakat ho.

Tu zindagi hai meriजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें