Chapter 52

1.4K 83 9
                                    

Abram ko yeh ajeeb nahi lagta par phir bhi vo confuse tha!!! Kyon ke Aly ki aadat toh thi hi.... kahin bhi le jaane ki.... Aly ki taraf se koi jawaab na aate vo chup-chap phir se car mein baith jata hai.....
Aur vo dono hospital ke liye nikal jate hain..
Asad aur Saira bhi unke peeche apni car se aate hain...
Abram jaise hi wahan jata hai toh Sidhant aur Apni Maa ko rote dekh hairaan ho jata hai....
Vo Aly ki taraf dekhta hai..... "kya huya yeh dono yahan kyu??"
Aur jaise hi vo room mein apne dad ko dekhta hai.... toh uske pairon ke neeche se zameen khisak jati hai.....
Abram - kya huya inko??
Tabhi wahan doctor aate hain - he's no more....
Abram dukh se - why??🧐🧐

Doctor - inka accident ho gya!!! Aur blood boht zyada beh jane ke kaaran hum inko nahi bacha paye!!!Abram - kisne kiya accident?Asad - ek Biker tha!!! Par relax police ne usko pakad liya hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Doctor - inka accident ho gya!!! Aur blood boht zyada beh jane ke kaaran hum inko nahi bacha paye!!!
Abram - kisne kiya accident?Asad - ek Biker tha!!! Par relax police ne usko pakad liya hai... vo ab jail mein hai!!!
Abram wahin par baith jata hai.....
Usse toh samjh hi nahi aa raha tha ke achanak se yeh kya ho gya? Kaise huya??
Aur kamaal ki baat yeh thi Abram ki aankhon mein ek bhi ansu nahi tha!!!
Aly yeh bakhoobi samjhta tha... aur vo bas Abram ki side par chup-chap baith jata hai...
Aur aise wahan 4 bajj jate hain...
Asad - Abram..... sanskaar ki poori tyari ho gyi hai!!! Chalien???
Abram - ji....
Aur vo sab aise hi shamshaan ghaat jate hain....
Phir Sidhant aur Abram sath mein apne dad ki chita ko aag dete hain....
Yeh itne saalon baad tha ke Sidhant aur Abram sath mein kuch kar rahe the....
5:30am  vo sab Asad ke ghar aate hain...
Sab log ek dum chup-chap baithe the... yeh unexpected tha!!! Kisi ne bhi iss cheez ki umeed nahi ki thi.... toh sab log sadme the... sabse zyada agar farak pda tha toh vo Asad ko!!!
Kyon ke uske apne mom-dad ke baad agar koi uska apna tha toh Abram ke papa the!!! Jinhone Uncle hote huye bhi ek baap ka faraz adaa kiya tha!!! Asad jo bhi tha unki wajah se toh tha!!!  Asad aur Aly bhale uske dost ke bete the!!! Par khud ke bachon se zyada pyar unhone ne inko diya tha!!!
Asad koshish karte huye bhi nakaam ho raha tha aur aakhir mein uski bhi aankhein geeli ho hi gyi!!!
Sab Asad ko chup karwa rahe the!!!!
Yeh sach mein boht zyada bura haadsa tha!!!
Aly ne apne bhai ko itna rote huye kabhi nahi dekha tha!!! Usko bhi boht zyada dukh tha... par Abramki aankhein sookhi thi, toh Aly bhi uske saamne rone ki himmat nahi kar paya!!!!😐

 par Abramki aankhein sookhi thi, toh Aly bhi uske saamne rone ki himmat nahi kar paya!!!!😐

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

7 bjje tak sabne khud ko sambhaala tha!!! Saira - Abram.... naha lo.... yeh kapde gande ho gye hain.... Aur Aly tum bhi naha lo.... pooja ke liye niklna hai....

Tab tak main tum sab ke liye naashte ka intezaam karti hoon.Aly aur Abram uth kar chale jate hain...
Saira ka dheyaan Sidhant ki or jata hai... "Sidhant agar tumhe ghar jana hai toh chale jao, tumahari Maa ko main bhijwa doongi.... jo hona tha vo ho gya beta!!!!"
Sidhant  - pooja kis baat ki honi hai??
Saira - vo sanskaar uncertain tha toh ussi ki poorti ke liye!!!
Sidhant  - if you don't mind main bhi attend kar sakta hoon??
Saira hairaani se - ismein poochne ki kya baat hai?? He was your father!!! Tumhe poora haqq hai.... vo toh maine iss liye bola kyon ke tum 12 ghanton se yhi ho!!! Sidhant - nahi... am all good....
Saira - theek hai phir.... tum bhi fresh ho jao...
Aur Sidhant chala jata hai...
Sab log dinning table par baith toh jate hain par kisi ko khane ka mann nahi ho raha tha!!!
Saira, Asad ko samjhaati hai.... ke agar tum aisa behave karoge, toh baakiyon ka kya hoga??
Asad mann maar ke hi sahi vo mushkil se ek toast khata hai...
Aur thoda-thoda sab khaate hain...
Phir pooja ke liye nikal jate hain...

More than friendship(Jasly)Where stories live. Discover now