Planning

108 12 0
                                    

Next morning.

Samaina and kids were at airport to meet Swatina and Preedit.

Pandit : ab hum chalte hai.

Sameer : tum log apna dhayan rakhna.

Munna : hum tho rakhege tum log bhi apna dhayan rakhna.

Swati : bye late ho Raha hai.

Naina : ek second mujhe tum logo se kuch Kenna hai.

All : Kya??

Naina come forward and took swapre's hand.

Naina : Swati Preeti tum mujhse ek vada karo.

Preeti : kesa vada??

Naina : tum dono Mummy Papa ya kisi ko bhi humare bare mein maat batana specially Dhrvu aur Yuvika ke bare main.

Swati : par kyu??

Naina : bas mujhe vada karo tum kuch nahi batao get.

Preeti : pakka vada hum kisi ko kuch bhi nahi bataye ge.

Pandit : ab chale late ho Raha hai humari filght announce hogi hai.

Munna : ha chal.

They all hug each other and leave from there. After leaving from the airport Samaina dropped kids to the school. Then Sameer drop Naina at home and left for his office. After 3 hrs the kids return from school by school bus.

Naina : aaj pehla din kesa that school ka.

Yuvika : bahut acha tha.

Naina : Chalo kapde change karte hai phir hum log lunch karte hai.

Dhrvu : ok!!

They go to their room and get changed their clothes and then they get back to the hall and had their lunch.

In Ahemdabad.

All of them have arrived at Maheshwari mension.
( Nanu and Mundit' Parents had gone to Kolkata for 2 months due Nanu' health. )

Munna : aaj tho bahut thak Gaya main.

All : hum bhi.

Swati : main Vidhi ko upar room main sulake aati hu. Phir khana bhi tho ready karna hai.

Preeti : tu upar jaa aur vahi aaram khana main ready Kar details hu.

Swati : par Preeti tu akele kese??

Preeti : par var kuch nahi tu upar jaa aur aaram Kar.

Swati : acha thik hai.

They all went to their rooms for some rest. After half an hour Preeti gets into kitchen for lunch. After more half an hour lunch was ready.

Preeti  : sab log aa jao khana ready hai. ( Placing the containers on the the dining table. )

Within 5 min all were on the dining table.

Swati : tum logo ne kuch Socha hai Kya ??

Pandit : kis bare main bhabhi??

Swati : are Sameer aur Naina ki parivaar walo ko kese milae.

Preeti : nahi. Tune kuch soch hai.

Swati : pehle ek idea aaya tha phir Socha kuch kaam nahi karega.

Munna : Bata tho Kya idea hai phir soche ge ki acha hai ya bura.

Swati : acha thik hai tho suno....

She told the whole plan.

Pandit : yeh tho bahut acha idea hai bhabhi.

Preeti : Pandit bilkul thik bol Raha hai Swati.

Munna : issa idea mujhe kyu nahi aaya.

Swati : kyu ki mujhe aa gaya.

All laugh at this sentence.

Swati : ab socho sab karna kese hai.
Munna : tum uski tension maat lo sab main dekh lunga.

After lunch they go to their rooms.

In Mumbai.

It was around 6 pm and Sameer had returned home and was playing with the kids.

Yuvika : Papa aapko pata hai aaj hume bahut Maza aaya school mein.

Sameer : acha tho batao Kya Kya Kiya aap dono ne school mein?

Dhrvu : aaj humne new friends banaye thodi masti ki aur poems bhi sikhi.

Sameer : acha kon kon si poems sikhi aapne sunao mujhe.

Yuvika : aaj hi sikhi hai tho abhi thik se aati nahi hai.

Sameer : acha thik hai baad mein sunana abhi jao aap log khelo.

Dhrvu : ok !!

Kids starts playing and Sameer goes to their room to see Naina.

Sameer : Naina tum Kya Kar rahi ho?

Naina : kuch nahi Sameer bas kapde cupboard mein rakh rahi thi.

Sameer : Kya hua Naina kuch tension mein lag rahi ho ?

Naina : Sameer Kal jab Swati aur Preeti se 5 saal baad mili tho kuch alg hi khushi hui.

Sameer : sach kaho Naina mujhe bhi Munna aur Pandit se milke aisa hi laga. Par tum isse lekar tension mein kyu ho??

Naina : Sameer main Preeti aur Swati ko bahut ache see janti hu vo hume parivar walo se milane ki koshish jaror karenge.

Sameer : aisa kuch nahi hoga Naina tum jayada hi tension le rahi ho aur jaha tak parivar walo ko batane ki baat hai tho tumne unse promise liya hai tho vo log kuch nahi bataye ge.

Naina : tum sahi bol rahe ho main kuch jayada hi tension le rahi thi.

Sameer : Chalo ab tension maat lo aaj bahar jaake dinner karte hai. Naina tum tayar ho jao main bacho ko tayar Kar ke aati hu phir main bhi jaldi see tayar ho jaati hu.

Sameer : aap ka hukum sar aankho par.

After around half an hour they left for the dinner.

By ab main bhi chali dinner karne bahut bhuk lagi hai.

Plzz vote and comment.👋👋👋💖💖💖

Pyaar Tune Kya Kiya (Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें