Chapter - 5

511 49 3
                                    

Sidharth's Home - 🏢
Sidharth in his mind - mera pehla pyar adhura reh gaya 😢 maine kabhi socha nahi tha ki mere sath aisa honga. Shehnaaz ko bachpan se chaha hai uske alawa kisi ko apne Dil ♥️ me basne bhi nahi diya. Kyu use mera pyar samjha nahi, kyu woh dekh nahi paayi mujhe dusri nazar 👁️ se, kyu use dikha nahi mere efforts, meri feelings. Kaash woh mujhe samajh paati, kaash use mere pyar ka ehsaas ho pata. Mai kya karu mujhe kuchh samajh me bhi nahi aa raha, shehnaaz ko bol bhi nahi sakta apne Dil ♥️ ki baat woh kisi aur ko pyaar karti hai. Woh kisi aur ko pyar Karti hai 😭, yeh sochte huye bhi meri body kaanp rahi hai. Apni puri zindagi shehnaaz ke sath gujarna chahta tha use apne kareeb rakhna chahta tha. Use kisi aur ki hote kaise dekh paaunga, woh toh meri hai na ☹️, woh kisi aur ki kaise ho sakti hai. Mai jee nahi paaunga uske bina 🥺, meri zindagi adhuri hai uske bina. Shehnaaz se nazare 👁️ mila bhi nahi sakta, kaise uske saamne normal behave kar paaunga mai......🥺😓

Nahi mujhe strong banna padenga, Apne liye nahi shehnaaz ke liye, woh kitni khush hai, agar woh mere bina khush hai toh uski khushi ke liye mujhe apna gum bhulana padenga. Mai swarthi nahi ban sakta, shehnaaz ki apni zindagi hai aur uski life ke saare decision woh hi lengi aur koi nahi. Mai yaha rahunga toh khudko control nahi kar paaunga, kab tak normal rehne ka naatak karunga. Meri bhi feelings hai, mera bhi ek Dil ♥️ Jisko kabse shehnaaz ke hawale kar diya tha maine...😔
Main yha nahi rahunga yaha se bahut door chala Jaaunga. shehnaaz ko nhi dekh sakta kisi aur ke sath, itna bada Dil ♥️ nahi hai mera...🥺😓

Suddenly Kabir arrives there -🚪🚶
Kabir - Sidharth ! Tu thik hai..😕❓

Sidharth - Kabir ! Tu kab aaya.. 🥺❓

Kabir - Abhi just hi ! Pehle yeh bata tu yaha andhere me kya kar raha hai aur yeh kya huliya bana rakha hai 🙄❓

Sidharth - Ab is andhere me hi mujhe sukoon millta hai, jara roshani padhi toh mujhe woh sab yaad aata hai jo mere sath hua...😢😓

Kabir - Sidharth ! Bachpan se tera dost hu aaj tak teri aankhon me maine aansu ki ek bund tk nahi dekhi aur abhi teri aisi condition dekh ke mera dil ro raha hai...😟

Sidharth - Kabir mere bhai, abhi main kaanch ke tukdo ke jaise bikhar chuka hu 😢, koi nahi hai mujhe sambhalne wala sivaay tere, mujhe bacha le bhai, mujhe bacha le...😓
Mujhse yeh dard bardasht nahi ho raha Kabir, meri Antaraatma hi mera mazak uda rahi hai, mere pehla pyar, jo ki mera ek tarfa pyar tha woh adhura reh gaya....😢😓

Kabir - Sidharth ! Kya meri koi value nahi hai teri zindagi me 😕❓
Mere rehne ya na rehne se tujhe koi farak nahi padhta kya.. 🥺

Sidharth - Yeh tu kya bol raha hai kabir ☹️, shehnaaz mera pyar hai tu mera sacha dost. Tune humesha mera sath diya, achhe waqt me bhi aur bure waqt me bhi. Aaj jab mai apni life ki worst condition me hu toh mere sath tu hi khada hai aur koi nahi. Aur jis ladki se itna pyar kiya, jiski itni care ki use toh meri koi fikar hi nahi hai. Aaj uska ek baar bhi call nahi aya, woh apni duniya me khush hai rohan ke sath.....😓

Kabir - Haan toh tu bhi samajh gaya na bhai, yha koi kisi ka nahi hai sab apna matlab nikalte aur jab unka matlab pura ho gaya toh humare rehne ya na rehne se unko koi farak nahi padhta. Isliye phir bol raha hu sidharth sambhal khudko, apna carrier bana aur life ko restart kar. apni zindagi ko phir se patri 🛤️ pe laa aur bhula jaa us ladki ko. Shehnaaz ki hi kismat kharab thi jisne tera pyar nahi samjha, uske pass Kohinoor hira 💎 tha tere roop me phir bhi usko woh bhangaar 🗑️ rohan pasand aya......😏

Sidharth - Kabir ! shehnaaz apni duniya me khush hai toh mai uski life me interfere nahi karunga. Ab mai uski life me dobara nahi aaunga. Mujhe humesha is baat ki shikayat rahengi ki bhagwaan ne mujhe mera pyar nahi millne diya but unhone mujhe samajhnewala, meri fikar karnewala ek sacha dost diya hai..🙂

Saying this sidharth hugs Kabir...🤗

Kabir - Teri khushi ke liye meri jaan bhi haazir hai sidharth.....🙂
Bas tu khush rahe aur mere saamne humesha hasta-khilkhilata rahe...😊
Achha ek baat bata shehnaaz ko Rohan ki hote dekh paayenga tu..🙁

Sidharth - Nahi ! Itni taaqat nahi hai mujhme 😔, itna bada Dil ♥️ nahi hai mera...😓

Kabir - Sidharth yeh toh impossible hai, is city me shehnaaz aur tu kaise ek-dusre ko avoid kar sakonge. Aur shehnaaz ko toh kuchh pata bhi nahi hai teri situation ke baare me toh woh toh normal behave karengi tere sath.....😐

Sidharth - Tu is shehar ki baat kar raha ☹️, ab toh maine is desh me hi nahi rehna 😒, nafrat si ho gayi hai mujhe is jageh se....😣

Kabir - Phir tune kuchh socha hai aage ka 🤨❓, kuchh plan kiya hai tune apne future se related... 🙄❓
Aaj nahi toh kal shehnaaz ki shadi Rohan ke sath fix ho hi jayengi hi phir kya karenga mere bhai....😕

Sidharth - Chala Jaaunga yaha se bahut door 😔, america shift ho jaaunga jitna shehnaaz se door reh saku utni koshish karunga...😐
Aur rahi shehnaaz ki shadi ki baat toh apne Dil ♥️ pe patthar rakhke use kisi aur ki dulhan 👰 bante dekh bhu lunga.....🥺😓

Kabir - Tu kar paayenga yeh sab sidharth.... 🙁❓

Shehnaaz - Haan ! Shehnaaz se door jaane ke pehle ek baar use smile karte dekhna hai mujhe...😌
Bhale hi mere Dil ke tukde 💔 ho gye but uski life ke sabse special moment me uske sath rahunga aur uski khushi ke liye usse humesha ke liye juda ho jaaunga....😐

Kabir - Iska matlab yeh hai ki marriage ke din hi tu America ke liye nikal jaayenga 🙁❓

Sidharth - Haan Kabir ! 🙂
Itni himmat nahi hai mujhme, ki use kisi aur ki baaho me dekh paau...🥺

Kabir - Sidharth ! Tu na pehle fresh ho jaa, khana bhi nahi khaya honga tune mai kuchh order karta hu...🙁

Sidharth - Nahi yaar ! Bhookh nahi hai mujhe...😔

Kabir - Abe kisko jhoot bol raha hai saale 🙄, Mai Teri nas-nas se waakif hu.....😏
Chupchaap fresh hoke aa Mai dinner k liye kuchh order karta hu, Sala tere chakkr me mai bhi bhookha hu Dopehar se....🙄😏

Sidharth Chuckles - Ok ! 😅
Main aata hu fresh hoke tu order kar jab tak....🙂
Saying this sidharth left from there........ 🚶

Kabir in mind - "I just hate u shehnaaz 😡, Teri wajah se aaj mere dost ki aisi halat hai, mai tujhe kabhi maaf nahi karunga."🙅‍♂️😒

Ek Tarfa 💔 (On Hold)Where stories live. Discover now