CHAPTER 9 REJECTION

2.3K 126 27
                                    

Bon and Ani both were confused .

After almost 2 hours,
Ani was standing outside bon's room's door .
Ani's POV,
Bondita ne darwaza andar se band kiya hein . Mujhe usse baat karni hein aur apne dil ki baat batani hein par... darwaza khatkhatau kya par andar se kuch awazein aa nahin rahin hein shayad so gayi hogi par abhi jo hua uske baad use neend aayegi kya mujhe toh bilkul neend nahin aa rahi wo pal kitna sukun de raha tha jab bondita baahon me thi mere Haaye.... Aniruddh chup kar apne andar ke aashiq ko bhul jaa abhi sabse zaroori hein Bondita se baat karna pata nahin uska kaisa pratikriya hoga bohut darr lag raha hein hey durga maa nahin nahin bondita ki dugga maa meri madad karo .
He was thinking all this when Bondita's door opens . They both get taken aback seeing each other.
Ani: Main...main abhi darwaza khatkhatane hin wala tha.
Bon: Oh main bhi abhi aapke kamre mein hin jaa rahi thi.
Ani: Accha? Woh mujhe tum se kuch baat karni thi.
Bon: Mujhe bhi. Chaliye baith ke baat karte hein.
Ani: Haan.

They both go to the living room and sit on the couch.
Ani: Woh bondita do ghante pehle jo hua ...
Bon: Wo kuch nahin tha mein samajh sakti hun aap hosh mein nahin the hume woh bhula dena chahiye.
Ani: Nahin nahin bondita mein apne hosh mein tha aur woh mere liye kaafi maine rakhta hein.
Bon: Ye aap kya keh rahe hein barrister Babu aap bhul rahein hein par mein nahin mein ki mein sirf aur sirf aapki zimmedari hun. Aur main samajh sakti hun ki shayad aap guilty feel kar rahe hain aur ho sakta hai ki aapka bhi sirf ek attraction ho aur aap Chinta mat kijiye Main aapko jald hin bhul jaaungi main aapke sath Nahin rah sakti kyunki mujhe nahin pata ki aapke man main mere liye feelings sach hai ya fir jhooth mein fir se apna Dil Nahin tudwa sakti.
She leaves to her room. Ani gets heart broken. He cries.
Bon's POV,
Maaf karna pati babu par ab mujhme himmat nahin hein mujhe nahin pata ki aap sach mein mujhse pyar karte bhi hein ya nahin. Mujhe maaf kardijiye. Hey dugga maa mujhe shakti do.

Ani's POV,
Sab teri galti hein Aniruddh bahut dukh diya hein tune bondita ko ab woh shayad kabhi mujhpe bharosa nahin kar payegi.
He also then goes to his room and cries and sleeps while Bondita was also crying and slept.

Next day.

What do you think will the next day bring hope in both of their lives ?

Anyway, uhh... I have written after a long time and I know the update is also quite short and if I get more inspiration and encouragement maybe I will itself post the next chapter today or else for tomorrow it is sure.
So I hope you like this chapter if you like this chapter pls 🙏 vote for it.

Rudhita: My Heart BeatWhere stories live. Discover now