karthik was sitting drunk he was like a lifeless man waiting for death tears were flowing from his eyes
karthik pov
pyar kiya main krishna ji par tood diya usne mujhe kya galti thi meri how can she move on ek baar bhi mera khyaal nhi aaya ek baar bhi mere baare mein nhi socha dokha dokha mila mujhe apne pyaar ke badle kyu krishnaji kya humara pyaar itna kamzoor tha ki vo bhool gayi 2 saalo mein *he was crying bitterly *
sab sab khatam ho gaya kuch nhi bacha aab maut bhi aajye to farq nhi padta kyu krishna ji bahut pyaar karta hoon main par mera pyaar mera nhi raha vo kisi aur ka hogaya mar jaunga uske bina usse bina jee raha tha lash ki tarah par usse kisi aur ka hote huye dekhkar nhi jee sakta
mera pyaar mera nhi raha krishna ji vo kisi aur ka hogaya sab jhooth tha vo pyaar vo baate vo vaade vo kasme sab jhooth tha kyu naira kyu kiya tumne aisa hum kitna khush the par tum chali gayi chodkar kyu meri galti haing kis galti ki saza de rahi hoon mujhe mera dard meri taqleef nhi dikh rahi tumhe kyu naira
हो चुके अब तुम किसी के, कभी मेरी ज़िंदगी थे तुम, भूलता है कौन मोहब्बत, मेरी तो सारी ख़ुशी थे तुम।
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
no one could say he is the ruthless kg he was just karthik a broken soul
karthik: nhi kar paa raha tumhse nafrat naira...tumne dil ooda mera phir bhi nafrat nhi kar pa raha kyu aaj bhi ye dil tumhare liye dhadkta hain kyu naira naftrat hoti hain khudse ki mohabbat ki tumse kyu naira..bola tha marjaunga tumhare bina phir bhi chod diya ,kyu? khudse nafrat hoti hain aab ki tumse mohabbat ki aur bepannah karli
कैसे कहें की ज़िंदगी क्या देती है, हर कदम पर ये दगा देती है, जिनकी जान से भी ज्यादा कीमत हो दिल में, उन्ही से दूर रहने की सजा देती है।
Rabba Ve.... Rabba Ve....
Teri Duniya Mere Rabba Kyun Mujhe Hi Raas Nahi Dil Toota Koi Jhooree Rahi Koi Aass Nahi
Zakham Phele Miten Naa Aa Kay Or Dete Hain Maano Jin Ko Saharaa Wohi Choor Dete Hain
Meri Taqdeeron Mein Likhya Molaa! Toh Hi Morr Dey Merey Naseebon Ki Utri Rida! Tu He Oorh De
Meri Taqdeeron Mein Likhya Mola! Toh Hi Morr De Mere Naseebon Ki Utri Rida! Tu Hi Oorh De
Hole Dill Hawa Aisa Dard Ki Lehar Jaisa Jiska Na ilaaj Koi Dard Yeh Zehar Jesa
Khaalipan Yun Utra Hai Ban Kay ek Kahr Jesa Mere Is andhere Mein Koi Na Shar Jaisa
De Na Koi Dilasa Gum Pe Gor Dete Hain Mano Jisko Sahara Wohi Chor Dete Hain