...hello guys.. m back with next..... bahut bahut mzedar comments ke liye bahut bahut sukriya dosto ases hi support krte rahe or stories ka mza lete rahe..... wase toh ho skta h aaj vikramjeet or arjun ka hisaab kr du.... woh toh dekhna pdega... socha aapko bata du.. ab se hum end ki traf bdege... toh chlte hai.... next ki taraf......
CHAPTER-12.
abhilasha or daya samrath se milne ke baad.... vedpraksh se milne ke liye nhikl jate hai!
here in beauro.... acp sir woh box lekr confress room mein aate hai.. nd woh sari cheezo ko table pr fela dete hai.... nd open that mini map..... some paper cuttings nd others......
map pr marking....... ye h gomsarover... or ye hai anticollection store.. jaha sari purani murtiya rakhi jati hai...... dono ki duri.... lgbhag 3 se 4 kilo miter... ab ye marking ke hisab se..... dekha jaye toh.... indono places ke bich koi toh baat comman hai.... or ye paper... ye kis date hai.... 23 march.....
..is case mein do polictical contact.... sameaath or vedprakash... ..seen news papers second page.... ooo.. toh ab mein samjha ki inka kya chakkr hai....
jaha jaha ye vedpraksa waha wHa jurm..... matching the crime sean date nd vedprakash ki us city mein hone ki date......... toh ye chakkr h .......sayad yhi abhijeet hume batana chah raha tha...acp- ab toh is vedprakash ko yaha bulana hi hoga bahut se sawalo ke zawab dene honge ise humare .....acp dails daya's number......
daya-hello yes sir
acp- hello daya hume woh chain mil. gyi hai jo vedprakash ko is case se jodti hai tum vesprakash ko yaha jld se jald lekr aao...
daya-ok sir.. or sir bahut important baat hai sir mwin apko batane ke liye call krne hi wala tha?
acp- acha aesakya pata chla hai?
daya- sir ye vikram or arjun.. ye dono asli ats officer nhi hai.. sir ye dono koi officer nhi hai... balki asli vikram oe arjun ki 4 mahine phele hi ek mission mein mout hochuki hai...
acp- what? ...toh phir ye baat hq ko kese nhi pata? .....
daya- ha abhilasha ji ne mujhe ye baat batayi hai. kyuki woh dono inke bhai the.... or vikramjeet inke pita.... sir hume ab or der nhi krni cahiye abhijeet ki jaan kahtre meine bhi hoskti hai aap turant waha se abhijeet ko lekr aayiye..... mein yaha se vedprakash ko lekr aata hu sir....
acp - ok.. ok daya?
acp disconnected......
acp - my god...... ye dono hi ats officer nhi h.. iska mtlb ye dono hi... humare khilaf kaam kr rahe hai ye dono nhi chahte ki ye case solve ho isliye woh log abhijeet ko.?
ooh no... mujhe foren hi waha jana hoga or undono ki sachai batani hogi. ......acp beauro se nikal. jate hai nd calling purvi.........purvi see caller id nd recived.... yes sir?
acp - purvi... tum hq se dcp dig or comminsner ko lekr cell pahucho bahut bdi gdbd hogyi hai....
purvi - kya hua sir....?
acp - purvi daya ne abhi bataya vikram or arjun mar chuke h ye vikram or arjun nakhli hai.....tum jldi se sabko lekr waha aao..
purvi - ok sir.....
disconnected... acp fast speed se special cell ke liye niklte h or udhr purvi bhi trio officers ko lekr waha ke liye niklti hai....
after some tension journey...... acp stop front of special cell.......
here purvi at the same time front of cell... also..

आप पढ़ रहे हैं
KHAMOSHI
Fanfictionhlo friends ...its my new cid fam story for our lovly family its based on ...trio nd special bonding between acp sir nd duo .......nd humare sabhi cid ke officers ...love care bonding .....toh .....chota sa info h ki humare abhijeet sir hogye hai la...