Chapter 6

285 26 10
                                    

Ishita : naam kya hai tumhara

Adi : Aditya

Ishita get showked

Adi : ji Aditya mehra

I : ohh acha main abhi aati hu okk

Ishita apne room main aa jaati hai

I : Aditya uska naam bhi adi hai

Ek minute ke liye mujhe laga ki mera adi hai yeh woh adi jise main 24  saal phele chod aayi thi

Ishita start crying

I : kitna bada ho gaya hoga naa meri adi

I really miss him

Ruhi , Pihu saari family ko miss karti hu main

Kya hum mil paaenge kabhi raman

In adi room

Adi : I hope ishi maa main aapko apna sahi naam bata paata khass main aapko ghar le jaa pata

Pata nahi aapke aur papa ke beach aisa kya hua tha jise aap dono alag hi gaye

Ek kaam karta hu ruhi ko bata deta hu call karke

Adi call ruhi

R : hello adi bhai aap

Aap waha puch gaye

A : haa main tujhe kuch bata naa chahta hu ruhi

R : haa bolo adi bhai

Aditya tell her everything

Ruhi get emotional

Ruhi : ishi maa waha par hai

Please bhai ek baar video call karo naa

Mujhe bhi ishi maa ko dekhna please

Adi : nahi ruhi main aisa nahi kar sakta

Main unko apna real name nahi batya hai

R : par kyu bhai

Adi : tujhe kya lagta hai main unko apna real naam bata deta

Aur saath aane ke liye kehta woh maan jaati kya

Nahi naa

Dek ruhi hum nahi jaante ki papa aur ishi maa ke beach kya hua tha

Phele hume woh pata laga na hoga tabhi hum kuch kar sakte hai

Ruhi : haa bhai aap thik kah rahe hai

Adi : aur sun Pihu ko yeh baat mat bata naa

Warna chilla chilla ke sab ko bata degi

R : okk bhai

Main phone rakhti hu

Ruhi cut the call

Ruhi : finally ishi maa mil gayi

Ab papa aur ishi maa ko milwa ge rahenge hum

But uss phele hume pata laga na hoga ki akhiri unke beach hua kya tha

Papa sidhe sidhe bataenge nahi kuch aur raasta dhoondna padega

Soch ruhi soch

Idea

Maaf karna papa main jo karne jaa rahi hu

Woh thoda ajeeb hai but mere pass koi raasta nahi hai

In delhi

Ishita bahar aati hai

Abeer : woh ladka kaisa hai ab maa

I : thik hai woh aur uska naam Aditya mehra hai

Hum kuch din usko yahi rakenge okk

A : ji main

Bahar jaa raha hu

Abeer bahar aata hai

Abeer galti se kisi se takkra jaata hai

She is none other than mishti

M : Abeer tum yaha

A : haa actually main yahi rahta hu

Tum yaha kaise

M : main yaha kisi kaam se aayi thi ab jaa rahi hu waapas

A : tum kaha rahti ho mishti can I drop you

M : No thank you main chali jaaungi

A : nahi main chod deta hu

M : okk

Abeer and mishti dono chale jaate hai

Abeer ki car main





Upper se karthik dek leta hai

Bhai kisi ladki ke saath

Mujhe tease kar rahe the naa

Ab dekho main kise unko tease karta hu







Naira ghar aa jaati hai

Naitik : kaha gayi thi princess

N : bahar gayi thi papa

Naitik : kal tum tayaar rahna

N : kyu papa

Naitik : kal tumhe ladke wale dekhne aa rahe hai

Naira get showked

N : yeh aap kya kah rahe hai

Aap ne bina mujhse puche bina meri shaadi tay karti

Dekhiye papa main yeh shaadi nahi karungi


Naitik : main tumse puch nahi raha bata rahu hu

Tumhari shaadi hogi bas

That's final

Aur jaau apne room main

N : main nahi jaaungi kahi

Aur nahi yeh shaadi karungi


Naitik jabardasti naira ko room main le jaata hai

Aur lock kar deta hai

N : kal tak tum yahi rahogi naira

Aur tumhari shaadi usse hi hogi jise main chahunga


That's final

Naira start crying



Next chapter : Naira ko dekhne ladke wale aate hai



But they refused to marry naira

Naitik : aisa kya kiya tumne jo unhone manna kar diya

Naira : maine kuch nahi kiya papa (drama karte hue)


In room

Naira : thank you mandhak mujhe woh idea dene ke liye


I hope you enjoy it

❤️❤️❤️❤️❤️










Pavitra rishta ..... tere mere mann kaजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें