Chalo jaldi karo aaj ladke wale dekhne aa rahe hai
Shivangee:pr mummy mera career??
Wo sb choro phele tayar ho jaa kar
Shivangee:maine nahi hona tayar wayar
Jati ho ya lagaye ek kich kar
Shivangee:ja rahe aab aase bhi toh mat boleOther side
Janki:bhuvan beta tayar ho jaa jaldi se
Bhuvan:par mummy maine nahi jana
Bancho:aare chal na bancho nayi nayi ladkiyan hongi
Bhuvan:haat tu chup reh
Bablooji:jaldi karo time nahi hai
Bhuvan:mujhe nahi jana
Janki:tujhe meri kasam
Bhuvan:chal raha tayar toh hone doo
Janki:haan beta jaa!!Meeting of two familiess...
Janki:humlog ko ladki bahut pasand aayi
Bhuvan(in his mind):hume nahii karni yaarr!!
Shivangee(in her mind) : yaarr mummy mera career hume bahr padhne jana hain iss ladke se aapna jaan kaisa bhi chorana hogaSab bahane karte karte engagement ho hi jati hai
Janki mummy sofa par baithi rehti hai bhuvan ke saath
Shivangee:aunty isse boliye mujhe college drop kare
Bhuvan:kyun main nokar hu tumhara?
Janki:chor do college engagement hui hai tumhari
Shivangee:jaldi aao bahar wait kar rahe
Bhuvan:beeehhh yaaarrr!!While dropping college
Shivangee:Bhuvan bike tez chalo late ho raha hai
Bhuvan:late ho raha hai toh chale jao khud
Shivangee:bike rukoo
Bhuvan:kyun??
Shivangee:rukoo aabhiiBhuvan bike rokta hai aur shivangee bike se neeche utarti hai
Bhuvan:kaha
Shivangee toto rokti hai
Shivangee:chale bhaiya jaldi
Bhuvan:toto ruko
Shivangee:badmash hai bhaiya aap jaldi chaliye picha kar raha
Toto wala: aap bole toh abhi batata hu isko
Shivangee:nahi nahi aap jldi chaliye
Bhuvan:mangetar hai wo meri
Shivangee:jhoot bol raha chaliyee ap jaldiiTo be continued...♥️

YOU ARE READING
Safarr....🤷🏻
Novela JuvenilAll characters are from bbkivines aur meri imaginary duniyaa bass jayada serious maat lena justt enjoyyyy!!😂♥️