Karan was sitting outside Preeta's ward,
He was numb and broken, his babydoll didn't recognize him,she forgot him totally,
Karan(broken) - ye sab meri wajah se hua hai!!na mai tumhe waha akela chorta...na tum aisa kadam uthaati aur na ye sab....(with tears) mere kiye ki saza bhi mil gayi mujhe..tum mujhe bhul chuki ho...puri tarah...pata nahi ab Kya karunga!
Suddenly he felt a hand on his shoulder,he looked up and saw Shristi standing there,
Shristi - mujhe pata hai aao kya kar skte ho!
Karan - mtlb?
Shristi sat beside him,
Shristi - waise naraz mai bhi aapse hu!shi nahi kiya aapne meri di ke saath!
Karan - tu kya mai khud apne se naraz hu!!naraz kya nafrat karta hu khudse Preeta ke saath ye sab krne ke liye!
Shristi - par saza to meri di bhugat rahi hai na!!kitne vishwaas se aapke saath vidaa hui thi wo...par aapne to!
Karan - I know...mai jitna sorry bolu kam hai!! maine kaam hi aisa kiya hai!!
Shristi - par isme bhi ek kaam aapne acha kiya!
Karan looked at her confused,
Shristi - meri di ko uss gulaati maar bandar se bacha liya!
Karan(chuckles tearfully) - mai to uss Prithvi se bhi jyada giraa hua hu!
Shristi - amm...nahi aisa nahi hai..mai apko smjhti hu...aapki situation jo thi..usme aapse glti hui!!!
Karan - par meri wajah se Preeta!
Shristi - to isse aap as a Advantage kyu nahi lete!
Karan - advantage?mtlb?
Shristi - advantage mtlb iska faayeda kyu nahi uthaate!
Karan(slapped his forehead) - advantage ka mtlb mujhe pata hai!hindi me batane ki zarurat nahi hai...par ye bata tu kehna kya chahti hai?
Shristi(smiles nervously) - ha sorry sorry!mai ye keh rahi thi ki...agar di ko sab yaad hota to I am sure wo aapko maaf nahi krti aur aapse dur ho jaati...to kyu na aap...di ko ye boldo ki aap unke husband ho jo ki aap schme ho...aur mai to hu hi aapka support krne ko...bas phir di aapke sath rhengi...to aap unka khyal bhi rakh sakoge..aur pyaar bhi!!
Karan stood up,
Karan - tera dimag kharab hogya hai Shristi!!mai aisa kuch nahi kar raha!already usse ek dhokha de chuka...ab aur nahi!aur ye karne par Sarla aunty to mujhe goli se hi udaa dengi!(left)
Shristi - are par...ab mujhe hi kuch krna hoga!!
After sometime doctor informed them that Preeta has gained her consciousness and he has told her about her memory loss,
Everyone went inside her ward, Shristi sat beside her,
Preeta - Shristi ye doctor kya keh rahe the...meri yaadast...aise kaise...
Shristi - di...di aap chinta mat karo...mai hu na!
Preeta - kitne time ka bhuli hu mai?
Shristi - teen saal di!
Preeta - kya???par hum to yaha hamari maa ko dhundhne....
Shristi - maa mil gayi hai hume di!(to Sarla) wo hai hamari maa!
Sarla came forward and cupped Preeta's face,she smiled,
Preeta - aap hamari maa!
Sarla - ha mere bache!!