This is my imagination on the upcoming story line seeing randheer in prem pratap Singh's look
It's just an introduction giving u all a little idea about the plot line
Randheer's royal bedroom
Uday(U) - Aji randheer sahab aur kitne din aise jiyenge.... Itni badi zindagi hai yun mat barbaad kijiye.... Agar use milna hota toh kb ka mil jaati woh. ....khud uske paayal dekhe the na aapne
Randheer(R)- Nhi uday woh kahi na kahi iss duniya mai jaroor hai .....ha naaraz hai mujshe isiliye mil nhi rhi par tm dekhna bohot jldi apne randheer ke paas wapas aa jaengi woh
U- Itna yakeen kaise hai aapko.
R-Kyuki abhi tk iss randheer raizada ki saansein chl rhi hai uday aur agar unhe kuch hua na toh meri yeh saansein khud ba khud ruk jaengi kyuki amrit ke bina randheer iss duniya mai jee nhi skta aur tm dekhna kbhi na kbhi woh rab unhe mere saamne jaroor laayega aur uss din ke liye hi toh jee raha hai yeh randheer raizada
Just then rani maa entered inside his room.
Nalini (Na) - kitni baar kaha hai khud ko prem pratap singh kaha kijiye na ki randheer raizada
R- maaf kijiyega rani maa par mera naam bachpan se randheer raizada tha .. Hai.. Aur humesha rahega..... Yeh woh naam hai jo meri maa ne mujhe bade hi pyaar se diya hai... Iss naam pe mere bauji ko bohot fakr hota tha sabse kehte ki isse miliye mera beta randheer raizada, nav hind samachaar ka editor....
Na- aapse behes nhi kr skte hum... Pehle veer nhi maante the aur ab aap ko bhi kuch nhi padi hai.....kam se kam apne pyaar ke liye khud ko logo ke saamne prem pratap singh bula lijiyega.
R- aaj tk unke sapne ko pura karne ke liye hi toh yaha ruka hua hu warna toh kb ka iss manhoos mahal se nikal jaata jaha maine aur meri amrit ne sirf dukh paaye hai aur rhi baat logo ki toh mai aage se dhyaan rakhunga
Na- chalo accha hai.... Ab hum chalte hai.. Shubhratri
She left his room
R- nind aaye tb na shubhratri .....meri toh nindein bhi woh apne saath le gyi hai
U- randheer sahab ek baar
R- nhi uday mujhe aur kuch nhi sunna tm apne kamre mai jaao vashma intejaar kr rhi hogi tumhara
U- ji khyal rakhein
R- hmm
Vashmay's room
Vashma(V) - oye uday kya hua randheer ke saath kuch baat kr paaya.
U- kaha vashma khud ko bohot haara hua mehsus krta hu... Pehle apni jaan se pyaari behen ko samajh nhi paaya.... Uske saath bura vyavhaar kiya aur ab randheer ko bhi nhi sambhaal paa raha hu
V- oye tere akele ki galti nhi hai meri bhi utni hi hai.... Faarooq ke saath nikaah ke samay amrit ne mujh par pal bhar mai bharosa kar liya par mai apni pakki saheli pe bharosa nhi kr paayi uday aaj bhi uski ummeed bhari ankhein yaad hai mujhe jb woh mujhe kitne ummeed ke saath dekhti thi ki mai usse baat karu par mai humesha muh ghuma ke chali aayi... Mai bohot buri hu uday isiliye toh ek aakhiri baar maafi tk nhi maang paayi mai usse
U- oye meri pyaari vashma uday kishore sahani yeh aansu poch aur himmat baandh le kyuki hum bhale hi amrit ke liye kuch na kr paaye ho par uski amaanat jise woh hume saunp kr gyi hai uska pura dhyaan rakhna hai hume
V- Tu thik keh raha hai kl waise bhi ek bohot hi urgent meeting hai... Kaash woh rab bas ek baar humari sun le
U- oye jaroor sunega humara randheer sacche mann se use pukaar rha hai agar woh iss duniya mai hai toh uske paas jaroor lautegi
V- hmmMeanwhile a girl is shown sweating and tossing on her bed murmuring
"Mujhe mat maaro pls maine tumhara kya bigaada hai.... Pls Mujhe unke pass jaane do unhe meri jarurat h"
And suddenly she screamed loudly and sat upright with sweat and shock all over her face
A-Nhii
Hearing her scream A small boy of 4-5 yr
Hugged her tightly and consoled her murmuring sweet nothings in her ear
Boy- ammu maa phir se wahi sapna dekha kya
Amrit(A) - haa duggu phir se wahi darawna sapna dekha koi mujhe maarna chah raha tha... Maine bohot chillaya khud ko bachaane ki bohot koshish ki par phir woh sapna ruk gaya... Samajh nhi aata ki yeh sapna mujhe baar baar kyu aata hai ek toh apna beeta hua kl bhi mujhe yaad nhi hai jabse hosh aaya hai khud ko kaveri maa ke iss aashram m paaya hai woh toh mujhe kahi nikalne bhi nhi deti hai
Duggu(Du) - ab yeh sab chodo aur so jaao mujhe bohot nind aa rhi hai
A- hmm aa jaa mera jahaan
And they hugged each other tightly and sleptAmrit- Yeh dhun kon baja raha hai pehli baar aisa lag raha hai jaise ki mai apne kisi apne ke bohot kareeb hu
Randheer(R) - paison ki jaroorat hai na aapko apne duggu ke ilaaj ke liye .....mai karunga aapki madad
A- sacchi
R- par uske liye aapko mujhse shaadi krni hogi abhi aur isi waqt
A- mai aisa kuch nhi karne wali samjhe tm hoge koi bohot bade maharaj par meri nazar mai tumhari haisiyat meri jooti barabar bhi nhi hai
R- bol liya jo bolna tha sirf 2 minute hai aapke paas agar apne duggu ko bachana chahti hai toh maan lijiye meri baat
A- thik hai mai karungi aapse shaadi par yaad rakhna badle mai sirf meri nafrat hi paaenge
R- woh dekha jaaegaPls give ur love and support for this ff
I know I've not given any updates of my previous ffs this week... But trust me I tried hard but didn't got time from my personal life and I'll try to update my every ff as soon as possible
YOU ARE READING
Amdheer: Beintehaa
FanfictionWhat will happen if everyone except randheer assumes that amrit has died in an accident ...even though getting all major proofs that his amrit has died he doesn't believe them and searches for her... How will the story progress if amrit losts her me...