Kareena Reconciled and Revealation

1.4K 97 4
                                    

Baktahwar feels wrong so he runs from there. Witnessing this Ajay and Haseena chases him but he ran away so they came back inside. Here because of ruckus whole bar also got emptied in seconds. Karishma was standing sadly bending down her head, caressing her cheek, and there was tears in her eyes.

Haseena - (angrily to Karishma) bhaag gya wo, zaroor use hum par shaq ho gya hoga, sirf aapki wajah se, aapko pata bhi hai hum aur ajay 5 saal se use dhoondh rhe hain aaj jaise taise mauka hath aaya tha, hum bas pakadne hee wale the use ki aapne sab gadbad kar di, kabhi toh situation ko properly analize karke soch samajhkar koi decision le liya kijiye, aapko kya lagta hai wo hume galat tareeke se chhuta aur hum use chhod dete? par nhi... Aur aapko bola kisne tha yahan aane ke liye, kehkar gye the naa aapse ki thana sambhaliye par nhi... Aap humare pichhe yahan tak pahunch gyi, KYUN AAYIN AAP YAHAN KYUN? Karishma Singh hum aapki shakal bhi nhi dekhna chahte... Chali jaiye isse pehle ki hum kuch aur kar baithein... GET LOST.

Karishma tries to speak but as she opens her mouth some blood and one tooth fell from in it, yes it was the effect of Haseena's slap.

Karishma - (teary eyed and cold voice) aap jaanti hain hume ki hum nhi sochte itna... Sorry... Wo aapko galat tareeke se chhu rha tha hum bardasht nhi kar paaye aur issliye... Aur aaye issliye ki hume... Hum sabko aapki bahut chinta ho rhi thi... Aap bahut gusse mein gyin thi aur jaane ka kaaran tak nhi bataya tha issliye... Sorry.. galti ho gya jo yahan aaye apna beizzati karwane, jaa rhe hain hum, par ek baat bolen humari maa ne aajtak humpar hath nhi uthaya, par aapne toh seedha kantaap jama diya hume... Mana humari galti hai par aap bhi jaanti hain ki ye sab sirf humne aapke liye kiya.. fir bhi aapne... Ye baat hum kabhi nhi bhool payenge maddam sir.. jaa rhe hain jai hind.

Then she leaves and all MPT members goes behind her calling out her name.

Here Haseena sits on chair with teary eyes holding her head in tension. And Ajay came ahead to console her.

Ajay - ye tumne galat kiya Haseena, wo log tumhari chinta karte hain aur tumne unke sath aisa kiya khaaskar wo koun thi ladki...

Haseena - (coldly) Karishma Singh

Ajay - haan... Karishma Singh usko tumne chanta maar diya, aisa koun karta hai? Aur kya galat kiya tha usne wo kameena Bakhtawar tumhe jaise dekh rha tha aur chhu rha tha ki mujhe tak itna gussa aa rha tha ki saale ka maar-maar ke kaddu bana du, fir usne kya galat kiya?

Haseena - galat unhone ye kiya ki apne senior ka order nhi maana.. jab hum unhe kehkar aaye the saaf-saaf shabdon mein ki thana sambhaliyega fir kyun nhi follow kiya order? Kyun aa gyin yahan? Hum handle kar lete naa... Ab unki ek galti ki wajah se 5 saal ke kiye karaye par 5 seconds mein paani fir gya.. ise theek kar sakti hain wo?

Ajay - (knees down and holding Haseena's hand) tumne maana tha order? Haseena gets shocked hearing him and they both share a eyelock then Ajay says.

Ajay - Aur kuch nhi hua hai... Hum tumse wada karte hain ki hum dono milkar usko pakadenge bhi aur saza bhi denge... Ab zyada tension mat lo, aur accha batao tumne Karishma Singh ko yaa kisi ko bhi aate wakt kaaran bataya tha ki tumhara asal maksad kya hai yahan aane ka?

Haseena - (sadly) nhi... Infact humne ye bhi nhi bataya tha ki hum kahan jaa rhe hain..

Ajay - lo batao, fir bhi wo tumhe dhoondhte-dhoondhte yahan tak pahunch gaye.. unka bhi toh socho unhone kitne papad bele honge tum tak pahunchane mein, just to help you, support you, yehi toh unka pyaar hai tumhare liye, wo tumhare dost hain Haseena tumhe unhe rokna chahiye aur maafi maangni chahiye abhi.

Haseena - par... Baktahwar?

Ajay - humne kaha naa hum use zaroor pakadenge... Bhale hee itne saalon baad par bhagwaan ne hume yahan tak pahunchaya hai, ab wo hume niraash nhi karenge, hume yakeen hai, wo baktahwar humare hath zaroor lagega, ab chalo tumhare jaasuson ki toli ko dhoondhte hain, aur wo Karishma Singh ko toh kisi dentist ke paas bhi le jana padega naa, matlab yaar kya chanta lagaya hai tumne, mujhe toh laga tha ki itne saal jazbaat - jazbaat karke tum ladna bhool gyin hongi par humari sunaami toh abhi bhi utni hee tez hai... (Teasing her)

When Haseena Was A S.IWhere stories live. Discover now