Chapter 5

547 45 16
                                    

Sameer ghar aa jaata hai

One lady come to near sameer

L : sameer aaj tu phir se ladai karke aaya hai uss piyaaz se

S : piyaaz naa maa riyaaz naam hai uska

S : piyaaz naa maa riyaaz naam hai uska

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

She is Tanveer (Sameer 's mother)

T : tu kyu ladai karke aata hai dek kitni chod lagi hai tujhe

Tanveer Sameer ko dawai laga naa start kar deti hai

S : ek baat puchu maa

T : haa puch

S : mere baap ka kya naam hai

Tanveer get shocked

T : tujhe kaha haa naa main nahin bata sakti

Aisa sawal mat pucha kar mujhse

S : kyu maa mera huq hai yeh jaane ka ki mera baap kaun hai

T : nahi bata sakti main

S : kyu nahi

T : tujhe meri kasam hai aage se tune mujhse yeh sawal kiya bhi toh

S : thik hai nahi karta main..

In Goa

Veer zara ke ghar ke bahar jaata hai

Zara windows se veer ko dek leti hai aur neeche aati hai

Zara : veer tum yaha

V : haa tumse milne aaya tha kyu nahi aana chahiye tha kya

Z : nahi aisa kuch nahi hai

V : chalo kahi bahar chalte hai

Z : okk

Veer and zara chale jaate hai

Dono bahut Masti karte hai

Movie dekhne jaate hai ice cream khaate hai

After that

Z : aaj jitna mujhe maza aaya naa utna kabhi nahi aaya veer

Thank you so much for this

V : it's okk zara

And we are friends naa

Toh no thank you no sorry

Zara ko chakkar aane laga jaata hai but khud ko samabal leti hai

Zara : lagta hai ab hume ghar jaana chahiye veer

Destiny Not to be togetherजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें