Chapter 10

444 30 8
                                    

Veer reach zara house

Kabir : arre veer beta tum aa gaaye

Veer : ji uncle

Kabir : thodi dheere main practice start karte hai ok

Veer : okk

Kabir : main aata hu tum baitho yaha par

Veer baith jaata hai tabhi waha zara aati hai

Zara : hii veer

Veer : hi zara kaha gayi thi tum

Zara : main bahar gayi thi toh wahi se aa rahi hu

Veer : okk

Zara ka pair slip ho jaata hai aur woh girne lag jaati hai

But veer save her

Tabhi waha aayesha aa jaati hai

Veer jaldi jaldi main zara ko chod deta hai aur zara neeche gir jaati hai

Zara : veer yeh tumne kya kiya

Veer : sorry zara main jaldi mujhse maine kiya

Zara : kya bol rahe ho kuch samajh nahi aa raha

Veer : chalo haath toh mujhe

Veer zara ko khada kar deta hai

Aayesha : tum dono thik ho naa aur zara tum thik ho naa beta

Zara : ji ammi main thik hu

Veer : main bhi thik hu

A : main tum dono ke liye coffee lekar aayi thi
Dono baatein karo main aati hi

V : ji aunty

Veer (in mind) : yeh tujhe kya ho gaya tha veer tu Zara ko pakde hue kyu tha aur uski aankho main kaha kho gaya tha pata nahi kya soch rahi hogi woh mere baare main

Zara (in mind) : kitna beautiful scene tha bilkul filmo wala jab heroine girne laga jaati hai aur hero usko pakad leta hai bilkul waise hi

Zara coffee piti aur veer ki taraf dekhti hai

At beach

Sid and avneet waha aate hai

Avneet : ab tum thik ho naa sid kahi dard toh nahi ho raha

Sid : nahi Avni main thik hu
Chalo pani ki taraf chalte hai

Avneet and sid waha jaate hai aur masti karte hai aur ek dusre par Paani daalte hai

Dono paani main gir jaate hai

Riya and Ranbir waapas hotel aa jaate hai

Ranbir : main aata ho tum jaau

Riya : okk

Riya apne room main aa jaati hai

Riya : kyu kyu... Chillate hue
Kyu woh prachi waapas hamari life main aayi kyu
Koi baat nahi but mujhe kaise bhi karke prachi and Ranbir ko ek dusre se milne se rokna hoga kaise bhi karke hume yaha goa se jald se jald jaana hoga warna sab kuch kharab ho jaaega
Main kabhi bhi prachi and Ranbir ko ek nahi hone dungi kabhi bhi unko pranbir nahi banne dungi kabhi nahi .






In evening

In delhi

Riyaaz and Naina ki engagement ki tayari ho chuki thi

Sab log aa chuke the

Mahesh : chalo beta el dusre ko ring 💍 pahnayu

Dono ring exchange karne wale hote hai ki light chali jaati hai

Aur tabhi naina ke pass ek ladka aata hai

Jise naina ki dil ki dhadkan tej hone lag jaati hai

Naina (in slow voice ) : sameer ...

Sameer dheere  se naina ka haath pakad leta hai

Dono rings exchange karte hai

After some time

Lights aa jaati hai

Riyaaz get shocked....

Continue...

Next chapter : Avneet see aman with another girl

Veer and zara cute wali fight

Samina rain romance

Ranbir and prachi mil hi Gaye the ki ..........

Main kyu batayu next chapter main khud hi dekh lena


I hope you like it
❤️❤️❤️

Destiny Not to be togetherजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें