RECAP : shadow helps fairies .
Ab aage :
Balpari: kaun hai waha ?
Shadow : Main kaun hu yeh choro tumlog kaun ho ?
Balpari :ham pariya hai hai aap kaun hai ?Shpadow comes closer and everyone is startled to see ray .
Ray: pariyon aap yeh kya kar rahe ho ?
Balpari: ray tum yaha kaise aaye tum toh mare gaye the na ?
Vivan : Balpari tention ki koi bat nahi hai ise abhi khatam kardeta hu main.
Ray: Vivan ruko ! Maa mujhe sab sach pata chal chuka hai.. jaikas dev aur unke khoye bete ke bare mein .
Balpari: Yeh namumkin hai kyunki jaikas ka beta mar chuka hai aur balveer ka bhai burai ka sathi nahi ho sakta hai.
Ray: main janmuch kar burai ka sathi nahi bana maa aur main jhut kyu bolunga bhala .
Balpari : Agar aisi bat hai toh hamare stah aao aur satya pariksha do .
Ray: Agar yahi ek tarika hai aapki najaro mein khudko sacha sabit katne ka toh chaliye.
Vivan : balpari par yeh chal bhi toh lar sakta hai na .
Ananya : ha balpari isne pehle bhi naqabposh bankar hame dhokha diya hai .
Balpari: Aisa nahi ho sakta
Vivan : magar aap itne bharose se kaise bol skate ho balpari ?A lighting appears its shaurya in the sky but its only visible to veerlpk vasis . Its shorya through telepathy
Shaurya : kyunki agar ray ne jhuth bola toh uska asli rup ajarga samne .
( To vivan via telepathy )
Ray: main yeh pariksha dunga please mujhe ek chance dijiye please.
Vivan: thik hai ray ham tumhe ek chance denge mera bhai banne ka par agar tumne jhuth bola toh tum ......
Ray: uski jrurt nahi padegi bro .
Vivan: Dekhte hai chalo veerlok .( telepathy to fairies : aapsab verlok ke dwar par satya oariksha yantra laga do taki ise koi sajish karne ka mauka na mile )
RAY ENTERS VEERLOK AND SUDDENLY A BLAVK SHADOW VOMES OUT OF HIS BODY ...
What will happen next guess karo aur comment karo for next part
YOU ARE READING
BALVEER RETURNS FANFIC
FantasyBALVEER RETURNS FAN FICTION _____________________________________ Log kehte hai bure insan mar sakte hai par burai ko khatm karna asan nahi . Isliye hamesa ek masiha aata hai jo is dharti ko burai se bachata hai . Hajaro salo se dharti ki raksha...