Sana eyes welled up. She was looking down.
Sid- bas choti ma.... jab apko pta tha ki use khana bnana nhi aata to apne use kyu kaha... or agar usne bna bhi diya or koi galati ho bhi gyi to kya farak padta h... atleast she tried...
Cm- ab tu iske peeche mujhse aise baat kr rha h...
Sid- kyuki uski koi galati nhi h... aapne hi kaha tha use khana bnane ke liye... or agar nhi pasand aaya to aaj ke baad woh nhi bnaegi pr bina vjah use dantna band kr dijiye....
Sm- sidharth....
Sid- kya mom... to kya ho gya agar usse ho gyi galati....
Sm- kuch nhi hua pr....
Sf- ha to humne use kuch kaha?? Or agar tumhari choti ma ne thoda dant bhi diya to kya ho gya... woh badi h or tum is trah unse baat nhi kr sakte..
Sid- nhi dad... yeh galat h... agar naaz chup h it doesn't mean woh kuch bhi bolengi....
Sf- sidharth yeh akhri baar h... agar shehnaaz galati kregi to use sunna padega... dobara tum in sab me na pado to acha h....
Sid- or agar dobara bina vjah naaz se is trah kisi ne baat ki to m bardash nhi krunga... use yaha m in sab chizo ke liye nhi laya hu...
Sf- sidharth tum limit cross kr rhe ho...
Sm- sidharth bas kro....
Sid- mom m...
Sana hold his hand. He look at her.
S- sidharth plzz...
He sighed...
Sf- apne bete ko samjha dijiye... acha rhega...
He left...
Cm- thik h... aaj ke baad kuch nhi kahungi.... jo krna h kre....
She left. Sidharth again sit on his place and continue eating. Sana look at him with teary eyes. She sit beside him and give him a glass of water.
S- mat kha... pta h acha nhi bana to kyu kha rha h....
He look at her and smile. He wiped her tears.
Sid- kisne kaha acha nhi h... bhot acha h bas thodi si mirchi jyada h...
He was about to take another bite but sana hold his hand.
S- ankho se pani aane lag pda h teri... or bol rha h thodi mirchi jyada h... plzz mat kr....
Sid- choti ma ki bato ka bura lga??
S- nhi... meri vjah se tune unse ldai ki is baat ka bura lga....
Sid- mere peeche se bhi yehi sab hota h na... or tu mujhe btati bhi nhi...
S- nhi sidharth....
Sid- ek baat sun le naaz... aaj ke baad kitchen me jakr khana bnane ki koi jrurat nhi h...
S- sidharth...
Sid- naaz... m late ho rha hu isiliye chalta hu... take care...
S- byy
He kissed her forehead and left...
Sana close her eyes. Sm put her hand on her head. Sana look at her.
S- sorry mom...
Sm- tumhari koi galati nhi h... pr yeh sab nhi hona chahiye tha...
S- m choti ma se maafi mang lungi... or aaj ke baad koi galati nhi krungi...
Sm- hmm... usse pehle tum yeh breakfast krlo... tumhe bhukha nhi rehna chahiye....
S- nhi mera man nhi h...
Sm- koi bahana nhi chlega... maine bnaya h isiliye khana hi padega...
S- mom....
Sm- jaldi kro shehnaaz... ruko... m hi khila deti hu...
She feed her and then sana go to her room.
After some time....
Sana knock on choti ma room.
Cm- kon h... aa jao...
Sana enter inside.
S- choti ma...
Cm- tum... ab kya kr rhi ho yaha...
S- i m really sorry choti ma... plz mujhe maaf kr dijiye....
Cm- m kon hoti hu tumhe maaf krne wali...
S- plz aise mat boliye.... maine jo bhi kiya jaan bujh kr nhi kiya...
Cm- janti hu... pr sidharth ki nazaro me mujhe to bura bana diya na tumne...
S- aisa bilkul bhi nhi h... sidharth ne jo kuch bhi kaha uski taraf se m maafi mangti hu...
Cm- dekho shehnaaz... m tumhari koi dushman to hu nhi... jo kuch bhi bolti hu tumhari bhlai ke liye bolti hu.. agar tumhari apni maa tumhe aise seekhati to bhi sunti na unki baat....
S- hmmm...
Cm- acha thik h... m tumhe maaf krti hu... ab tum jao....
S- okk
Sana left...
One month passed like this....
Sm- shehnaaz kya krti ho... itne nakhre to koi nhi krta...
S- pr mom itna sab kuch m kaise khaungi... or isme... isme kitna ghee h... aise to m moti ho jaungi....
Sm- hey bhagwan... aaj kal ke bache... shehnaaz yeh na tumhare or bache ke liye bhot acha h... chup chap khalo m chahti hu ki bacha bilkul healthy ho...
S- mom...
Sm- jaldi shuru kro... m abhi aati hu yeh sara khatam hona chahiye tab tak...
With that she left.
S- kya torture h yeh... insaan hu ya haivan jo itna sab kuch khaungi...
Sidharth came back home and saw her sitting on dinning table looking at food.
Sid- hii naaz... wah khatirdari ho rhi h....
Sana look at him smirk...
S- arey sidharth... tu aa gya... m kab se tera hi wait kr rhi thi...
Sid- woh to thik h pr aise khane ko dekh kyu rhi h... kha na...
S- yeh mere liye nhi tere liye h... mujhe to dhyaan rakhne ko bola tha...
Sid- kya...
S- haa... mom ne bola tha ki sidharth aane wala h uske liye yeh sab bnaya h... chal jaldi se khale....
Sm- shehnaaz....
Sana close her eyes.
Sm- jyada smart banne ki koshish mat kro... or ab tak shuru bhi nhi kiya.. jaldi se shuru kro...
Sid- ohhh...mujhe fsaya ja rha tha.... bhot ache mom... khilao... or khilao....
S- lekin sidharth yeh dekh isme itna sara ghee h... aise to m moti ho jaungi...
Sm- to kya hua...
S- to... to... haa....m moti ho gyi to apka beta mujhe chod kr chal jaega... use moti ladkiya pasand nhi h...
Sid- nhi aisi koi baat nhi h... mujhe sirf naaz pasand h... chahe moti ho ya patli mujhe koi farak nhi padta... vaise moti ho gyi to jyada cute lgegi...
Sm- dekha... ab drame band or chal....
S- koi chance nhi h....
Sm- nhi..
Sid- not even 1% naaz....
Sana glare him...
Sid- yeh sab baad me ho jaega pehle khana shuru kr....
Sana sighed and start...
_______________________________How's the part??😊
Keep supporting...🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗
YOU ARE READING
ba-dastoor
FanfictionA girl who have a dream to become an IPS officer. From her childhood she lived that dream and she can do anything to fulfill her dream. This story start from college life where shehnaaz meet sidharth and both fell for each other. Sidharth proposed...