(Its all my imagination)
In bondita room
Bondita was sitting on the bed (thinking about anirudh and their memory) anirudh knocked the door she turn and saw anirudh is standing infront of door.
Bondita : arey aaiye na.. pati... (she stop and down her face) birri... (again stop and said ) barrister babu (he feel unknown pain).
Anirudh come and sit beside her.
Anirudh : bondita main janta hu tum udash ho...
Bondita : aisi koi baat nahi hai.. (he cupped her face).
Anirudh : bondita iss kupratha ka khatm hona bahot jaruri tha.. isse kai ladkiyo ki jindagi bachayi ja sakti hai..
Jinki shadi unke bachpan me hi karwa di jaati hai wo kisi ki patni aur aur bahu ban kar apna bachpan kho deti thi..Bondita : maine aapko apna bhagwan mana hai aur bhagwan ka faisla galat kabhi ho sakta hai kya nahi na.. to fir main aapka sath kaise nahi deti
aur hamari shadi ke balidan(sacrifice) se iss kupratha ko roka jaa sakta hai to mujhe suikar (accept) hai ye balidan.Anirudh : haa.. par ham iss samaj ke logo ke soch ko itni jaldi nahi badal sakte hai abhi bhi inki rudibadhi parampara inke soch ko aage nahi badhne nahi deti.. ye log aurrat ko apni pair ki dhul samajhte hai agar aurrat apna faisla khud leti hai to.. unki khokhli aatm samman ko thesh pahochti hai jiske liye ye log kuch bhi kar sakte hai aur mujhe dar hai ki kahi ye log tumhe chot pahochane ke kosis na kare isliye maine kuch socha hai...
Bondita : kya?
Anirudh : main tumhe london bhejunga padhai ke liye aur waha tum surakchit rahogi tum waha man laga ke padhna.
Bondita : par... par main akeli kaise rahungi aap bhi chalenge na mere sath. (He hold her hand)
Anirudh : haa bondita main bhi chalunga tumhare sath.. aur maine uha ke girls hostel me tumhare admission ke liye baat bhi kar li hai aur haa hame parso nikalna hai london ke liye kal main jahaj ki ticket lene jaunga.. ab tum so jao..
Bondita : ji barrister babu.
IN The Morning
Kaka : bahu kaha ho... subah ki aarti nahi karni hai kya...
Sampurna : kise pukar rahe hai aap ab wo iss ghar ki bahu nahi hai... iss ghar ki bahu sirf main hu to aarti karne ka to hak sirf iss ghar ki bahu ka hai na..
Kala : pta hai hame par jabtak bondita bahu apne hatho se aarti nahi karti tabtak hamare ghar ki aarti safal nahi hoti uske mandir me kadam rakhte hamara mandir pavitra ho jata hai....
Sampurna : par... bondita kaise kar sakti hai..
Kaka : maine kaha na ab tum jao aur subah ke naste me madad karo bihari ki (she leave) bondita bahu kaha ho...
Bondita : jii kaka sasurji
Kaka :subah ho gayi chalo jaldi aarti kar lete hai..
Bondita : par.. main kaise kar sakti hu..
Kaka : hame pata hai ab tum anirudh ki patni nahi ho par hamne tumhe bahu se jayada beti mana hai to ab tum hamari beti ke hak se aarti karogi
Bondita : jii (she did the aarti)
In hall
Kaka : bahu anirudh kaha hai abhi tak utha nahi kya
Anirudh : main yaha hu kaka...
Kaka : itni subah subah kaha se aa rahe ho
Anirudh : kaka wo main jahaj ki ticket lene gaya tha..
Kaka : par kyu?
Anirudh : kaka main bondita ko London le ja raha hu wo waha surakshit (safe) rahegi..
Kaka : baat to tum sahi keh rahe ho anirudh par ham itni dur videsh kaise jaane de tum dono ko...
Anirudh : kaka main hu.. na bondita ke sath aap fikar mat kijiye..
(Bihari come)
Kaka : arey bihari dore dore kahe se aa rahe ho)?
Bihari : wo wo...
Kaka : ab bolega bhi ya wo wo karte rahega..
Bihari : wo haweli ke bahar logo ki bhir hai aur wo log bahot gusse me hai keh rahe hai ki bahuraniji ko jinda nahi chhorenge....
Kaka : kya...........
Man 1 : arey zammindar shahab kaha hai bahar nikaliye uss ladki ko
Man 2 : haa haa bahar nikalo uss bachalan ladki ko jo bina kisi ristey ke praya mard ke sath reh rahi hai ham usse jinda nahi chhorenge
YOU ARE READING
Journey of ANIDITA
FanfictionThis is my second story so please keep loving my ff (So story waha se start hota hai jab anirudh aur bondita ka rista toot jata hai awaidh (illegal) ghosit ho jata hai kya anirudh bondita ko barrister bana payega iss benam riste se (let's start an...