Journey of ANIDITA (chapter 2)

224 24 2
                                    


Man 3 : sahi keh rahe ho bhai uss ladki ke bajah se hamare bahu betiyo pe kya asar parega iss jaisi ladkiyo ko maar dalana hi sahi hai...

Anirudh : inki himmat kaise hui bondita ke bare me aisa bolne ki inhe to main nahi chhorunga..

Kaka ( to anirudh) : beta ruk ja... ham samajh sakte hai tujhe kitna gussa aa raha hai hame bhi aa raha hau par tu samajh kaise ladega itne saare logo se...

Anirudh : to kya ham inki ye bakbash bate sunte rahe kaka.

Kaka : dekh beta tu nahi janta ye bondita ke sath kya kar... ye jaan bhi le sakte hai.  tu meri baat sun bahu ko leke chala ja yaha se

Anirudh : kaka par ham aapko akela chhod ke kaise...

Bondita : haa ksj ham aapko akela chhod ke nahi jayenge

Kaka : bahu tumhe hamari kasam tum dono jaoge aur ye log hamara kuch nahi bigar sakte... hame aur kuch nahi chahiye bass tum dono surakchit raho...

Bondita : jii

Anirudh : chalo bondita.

Bondita : rukiye barrister babu (she gose to near  kaka and touch his foot)  aasirwad dijiye kaka sasurji.

Kaka ( with moist eyes) : kush raho bhagwan tumhe har ek muskil se ladne ki tagat de... ab chalo jaldi jao...

Anirudh : jaldi chalo bondita aur kaka aap apna dayan rakhna

(Kaka come outside the haweli)

Kaka : kya............ tamasha laga rakha hai hamari haweli ke samne...

Man 2 : arey wah zammindar shahab ye tamasha hai tamasha to aapne banaya hai uss ladki ko bina kishi ristey ke apne ghar me rakh ke.

Kaka : rista hai wo hamari beti jaisi hai...

Man 4 : beti jaisi hai beti to nahi hai na aur na hi aapka usse khoon ka rista hai

Man 3 : arey bhaiyo samay kyu barbad kar rahe ho chalo bahar nikalte hai uss ladki ko

All man : haa haa chalo.....

Kaka : khabardar agar hamari haweli me kadam bhi rakha to... bihari hamari banduk leke aao...

Sab andar aane lagte hai kaka unhe rokne ki koshis karte hai par unko dakka lag jata hai aur unka sar diwal se takra jata hai aur wo behosh ho jate hai

One man : bhaiyo ye dono to bhag rahe hai.

Anirudh (to bondita)  : jaldi chalo bondita inlogo ne hame dekh liya hai.

Anidita bhagne lagte hai aur wo log bhi unka pichha karne lagte hai dono bhagte bhagte jungle me pahoch jate hai

Bondita (screamed) : Ahhh

Anirudh : kya hua bondita? 

Bondita : ku.. kuch  nahi barrister babu jaldi chaliye wo log aate hi honge (she start walking but again screamed) ahh..

Anirudh : nahi bondita pehle dikhao tum yaha baitho (he make her sit on the stone) chalo dikhao (he sit on his knee and put her foot on his lap) itna bada kata chubha hai tumhe tu.. tumhe kitna dard ho raha hoga (with moist eyes)

Anirudh bondita ke pair se kata nikalta hai

Anirudh : bondita dard to nahi ho raha hai na...

Bondita : nahi barrister babu ab main thik hu ( she try to stand but she can not stand properly)

Anirudh : tum thik se khari bhi nahi ho pa rahi ho bondita..  chalogi kaise

Bondita : main chal lungi barrister babu.

Anirudh : ruko bondita (he lift her in his arm and start walking)

like this 👇

Bondita : barrister babu mujhe bahot pyaas lag rahi hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Bondita : barrister babu mujhe bahot pyaas lag rahi hai

Anirudh : pani kaha se... (he looks here and there and see a hut) bondita sayad waha ek jhopri hai hame waha madad mil sakti hai (he goes to the hut and knocked the door)

Anirudh : koi hai.. koi hai hame paani chahiye koi jabab kyu nahi aa raha hai ( he push the door)  yaha to koi bhi nahi hai bondita...

Bondita : sayad yaha koi nahi rehta hai waise bhi itne ghane jungle me kon rahega

Anirudh : achha hai bondita aaj raat hamlog yaha bita lete  hai  wo log hame dund bhi nahi payenge tum yaha aaram se baitho main tumhare liye paani lata hu...

Bondita : jii

(Anirudh bondita ke liye paani lata hai) 

Anirudh : ye lo paani pilo...

Bondita : aap nahi piyenge barrister babu.

Anirudh : nahi bondita tum pilo... achha suno tum yaha aaram se so jao main bahar so jata hu... 

Bondita : nahi main aapko bahar nahi dungi..  aap jante hai na bahar kitne saare jungli janwar hai n.. nahi aap yahi soyenge chahe kuch bhi ho jaye main aapko bahar nahi sone dungi.

Anirudh : thik hai.. thik hai tum yaha so jao main waha so jata hu.. ab kush

Bondita : hmm

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Aug 08, 2021 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Journey of ANIDITA  Where stories live. Discover now