Talash

14 3 8
                                    

"Meherbaan hokar bula lo mujhe chahe jis waqt;Main gaya waqt nhii hu ki fir aa bhi na sakun"

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Meherbaan hokar bula lo mujhe chahe jis waqt;
Main gaya waqt nhii hu ki fir aa bhi na sakun"

Main dhundhane chali hu
Ekk ajeeb hasil,
Mere aks me wo chehra
Kis saksh ka hai saamil

Mujhse Jo kho gaya hai
Koi aur saksh tha woh,
Ya mere wajood ka hi
Ekk toota aksh tha woh

Main chahti hu pana
Ekk baar usko besaq,
Par bhoolti hu har pal
Ki kaun saksh tha woh

Main jaanti nhii hu
Ki kab mile wo mujhko,
Par maanti hu ye safar
Hoga jaroor qaamil.

*Sometimes finding ourselves is the toughest and tiring thing but we should never lose hope. I wish those whoever is on a journey to find yourselves may you succeeded soon.*

Symphony of SolitudeWhere stories live. Discover now