𝗖𝗵-𝟭𝟴

302 16 0
                                    

{Next Day}
(Aashna and Manav became bestfriends. They became more close to each other. Aashna always use to visit him. One day Manav got discharge from the hospital.)
𝐀:- Dhyan rakhna apna. Acche se driving krna. Aur kabhi bore ho gye toh call me. Okay
𝐌𝐧𝐯:- Okie Buddy. Ly Tc.
(Mnv left. She turned and saw Sanket with his mother. His mother was admitted in that hospital)
(She enters to the cabin)
𝐀 :- Aunty aap yaha?
𝐒:- Actually unka tabiyat kuch kharab tha. Dr. Verma k reference se admit kiya hai.
(Aashna checks the report)
𝐀:- Oh My God. Aapne rest kyu nahi liya? It's serious.
𝐒/𝐌:- Arre Aashna tum yaha?
𝐀:- Aab aapki Aashna dr. ban gayi hai aunty.
(Sanket was looking at her)
𝐀:- But you dw aaj se me aapki dhyan rakhungi. Okay.
(A nurse came and said:- Ma'am ek patient ka health boht bura hai)
𝐀:- (to nurse) Wait. (Turned and said to S/M) Aunty me chalti hu.
(S/M Nods)
Aashna's POV:- Ek taraf aunty k liye boht bura feel ho rha tha toh dusri taraf accha bhi lag raha tha ki me Sanket to samne se dekh paungi. Me tab se boht jldi jane lagi hospital me taaki me aunty ko bhi dekh pau aur sanket ko bhi.

(Suddenly one day)
𝐀:- Aunty aap toh acche ho rahe ho. Aur 2 3 din me apka discharge bhi ho jayega.
𝐒/𝐌:- Sab tumhari wajah se. Toh dr. Aashna shhadi kab kar rahi ho?
𝐀:- Aunty.. (looking at sanket) Ye sab baate jitna easily samjha jata hai utna hi mushkil he ye nibhane me. Ye sab k liye matured hona chahiye. Abhi toh me bacchi hu. papa ek renowned doctor hai and every one respects him abhi toh mujhe unko proud feel karana hai. Shaadi-Pyaar k chakkar me parke time waste Nahi karna.
(If you remember Sanket's words then toh very good but if you don't check ch-13)

Milte hai Next part me.
"𝘗𝘦𝘢𝘤𝘦" ✌️❤️

ʜᴏᴘᴇ ʏᴏᴜ ʟɪᴋᴇ ɪᴛ
ᴘʟᴢ ɢɪᴠᴇ ꜰᴇᴇᴅʙᴀᴄᴋꜱ ɪɴ ᴄᴏᴍᴍᴇɴᴛ ꜱᴇᴄᴛɪᴏɴ 💕
ꜱᴛᴀʏ ᴛᴜɴᴇ ꜰᴏʀ ɴᴇxᴛ ᴄʜᴀᴘᴛᴇʀ 😉❤️

Feelings (Completed)Where stories live. Discover now