chapter-16

799 54 10
                                    


INSIDE SHAURYA AND ANOKHI ROOM:

ANOKHI- Ps kitna maja aayega na maa papa ki dobara shaadi hogi..mai bahut khush hoon mai to bahut enjoy krungi hum na pehle subah haldi krenge phir mehndi aur phir shaadi...I m so excited

Shaurya - Excited to mai bhi bahut hoon anokhi..kitne bacchon ko mauka milta h apne mom dad ki shaadi attend krne ka..we are so lucky ki hamein ye mauka mil rha h

Anokhi - lucky to hum hai ki hamein aise maa papa mile jo hamare lie kitna kuch krte hain to hamara bhi to farz banta hai unke lie kuch krne ka

Shaurya - shayad aisa krke hi mai apni galtiyon ka prayashchit kr sakun to itne saalon mei maine mom dad ko 25 saal dukh pahuncha ke ki hain...meri wajah se mom dad ko dur rehna pada

Anokhi- shaurya aap vo sb bhool kyu nhi jate...maa aur papa apse naraaz nhi hain to please vo sb bhool jaiye

Shaurya - itna aasaan nhi h anokhi....pta h anokhi mai kayi baar sochta hoon ki hamara pyaar bhi mom dad ke pyaar ki tarah strong ho ...dekho na mom dad dono ek dusre se 25 saal door rhe phir bhi unki life mei kabhi koi dusra nhi aaya..dono ek dusre ki pasand napasand nhi bhoole..dono ke beech pyaar km nhi hua ulta badta hi gya aisa pyaar aaj kl khn milta h dekhne ko

Anokhi - sahi kha tumne ps maa papa jaisa koi nhi

MEANWHILE IN SHAAN'S ROOM:

Aastha gives shaan his medicines.

Shaan : yrr Noor aur kitne din ye dawaiyan khani padengi and makes face

Aastha : shaan thode din ki aur baat h bs

Shaan : vaise Noor tumhe ni lgta inn logon ke beech kuch khichdi pak rhi hai

Aastha : mtlb kya khichdi aur tumhe aisa kyu lga ??

Shaan : are tumne dekha nhi kaise ye log chup chap baat kr rhe the air hamare jate hi chup ho gye..I m sure kuch to h jo ye log humse chupa rhe hain

Aastha: bacche hai shaan hogi kuch baat..jb waqt aayega khud hi hamein bta denge

Shaan : hmm...vaise Noor tumhe yaad to h na 2 din baad kya h..

Aastha remembers it bt just to tease shaan she said

Aastha : kya h do din baad shaan...kuch important h kya??

Shaan : tumhe yaad nhi do din baad kya h tum itna important din kaise bhool skti ho

Aastha : aisa to kuch bhi important mujhe yaad nhi tumhe yaad h to tum hi bta do (with mischievous smile)

Shaan (with sulking face) - rehne de kuch nhi h mai aise hi vol rha tha

Aastha can't see shaan like this she sits near him and takes his hand in her hand

Aastha : tumne aisa soch bhi kaise lia shaan ki apni life ka itna important aur beautiful din mai bhool jaungi...aisa din jis din meri zindagi badal gyi thi aur khoobsurat ho gyi thi...aisa din jis din bhagwan ne mujhe tum jaisa tohfa dia tha dulhe ke roop mein..ye din meri life ka sbse ahem din hai ise mai kabhi nhi bhool skti..

Shaan hugs aastha

Shaan : agr tumhe yaad tha to itni derr se drama kyu kr rhi thi

Aastha : vo to bs tumhe pareshan kr rhi thi...tumhe aise dekh ke maja aa rha tha

Shaan : accha ji abhi batata hoon and tickles aastha

AT SABHARWAL HOUSE:

Kanchan : mummy ji kitna maja aayega na tauji aur taiji phir se ek baar saath honge

Gayatri : haan Kanchan mai bahut khush hoon unn dono ke lie bhaisahab aur bhabhi ne bahut kuch Saha hai ab waqt aa gya h ki vo bhi apne hisse ki khushiyan jiyein...lekin Kanchan haan dhyaan rkhna ye baat kisi aur ko na pta chale vrna gadbad ho jayegi

Kanchan : ji mummy ji

Bt unknown to them devi has already listened to their conversation.

Devi : nhi ye nhi ho skta ye aastha to jeetti hi ja rhi hai agr aisa hi chlta rha to mera shaurya hamesha ke lie mujhse door ho jayega mujhe jldi hi kuch krna padega

TO BE CONTINUED.....

Shanoor And Shakhi ffWhere stories live. Discover now