Param prem mein radhika
Krishna Param uthaas madhur milan ke chadh rache kadh-kadh mein maharaasRadha Krishna
Radha krishnaShyam rang mein rangi radhika matvaari krishna krishna dhurai harpal bhol ke sudh budh saari maharaas ki pawan bella teen lok sehi yaari raas rachye golok mein kanha kunjh bihari
radha krishna
radha krishnaJaan krishna hai dhyan krishna hai tan mann jeevan pran krishna hai
Maan krishna abhi maan krishna hai radha ke bhagwan krishna hai
Krishna bina kuch aur nahin hai radha ke jeevan mein basi hui hai chaavi krishna ki radha ke naine mein saada mehakti hai radha in saason ke madhu ban mein Aathon peher radha ka simran hai mohan ke maan mein
Radha krishna
Radha krishnaDono tann hai ek param hui dono alag hai ek doojee se roop alag nahin in kaise ek doojee se jhure hain dono radhe aur girdhari radha ke sang raas rachaye radha raas bihari
Radha radha radha radha
Krishna krishna krishna