Part 14

241 32 33
                                    

Drishti scared to see her father along with villagers.

Drishti hide behind Rakshit not be able to face his father's angry face.

One villagers said - Hey bhagwan! ye dono toh yaha Iss ghar mai akele the Pata nhi kya Kya Kar rahe honge.

Old women said - Dekha bola tha na hamne ki in dono ka koi Chakkar hai.

Sarpanch shouts on drishti - Aee chori ye Sab karne se pehle ek baar Iss gao ke baare naa socha, are gao Chor apne maa saa Aur baba saa ke baare mai naa socha. Sharam nhi aayi tujhe , besharam.

Drishri crying , she is not in the state to justify himself.
Rakshit feels hurts to see drishti in anger, he said - Dekhiye ap Log galat samaj rahe hai, hum toh yaha bas barish ko wajah se rakh gaye the.

Another villagers said - Are barish toh Bahut der pehle Rukh gayi , Tum dono Kya andar Apna ghar banane Beth gaye the kya joh Pata nhi chala barish Rukhne ka bolo.

Rakshit said - Haa nhi Pata chala Kyuki ham so gaye the.

Old women said - Ram Ram Ram , tum Dono Ek sath so gaye the. Chi... chi... Hamare gao par tune kalank gaya diya chori.

Sarpanch said - Hamare gao ke niyam anusar koi bhi ladki agar Kisi bhi ladke K sath akeli Payi gayi toh usi pal uski usi ladke se shaadi kra di jayegi, ye niyam yaad hai na chori...

Drishti scared ,she comes outside and said afairdly - ap Hamari Baat par Vishwas kijiye Esa Kuch nhi hai joh ap log soch Rahe he.

Villager said - Toh kya soche haa, Sunle ab Teri shaadi is ladke se hogi bas. Samji.

Drishti said in crying -Nhi hogi Hamari shaadi , Ap se vinti karte hai Hamari Baat ko samjiye. Kuch Nahin huya Hai ham toh bas barish ko wajah se fas gaye the toh fir kyu aap Hamari shaadi jabardasti inse Kara raha hai.

Old women said - Aee Teri shaadi toh isse hogi Samjii. Shaadi Mai Teri marzi nhi mani jayegi, Teri Maa saa , baba saa Aur Ham sab ki marzi mani jayegi.

Rakshit said - Shaadi sirf drishti ki nhi hogi meri bhi hongi, Aur jab Mai hi shaadi ke liye razzi nhi honga toh shaadi hogi Kese. Jab Iss shaadi se drishti khush nhi hai toh shaadi nhi hogi bas, Samjee ap Sab.

Chetan said - Haa, hame Hamare bete par pura bharosa hai , Wo Juth nhi bolega.

Mahima said - Haa, Aur Kripya ap Sab ye shaadi ki Baat ko Chor dijiye ,jab dono baache hi shaadi nhi karna chahte toh ap Sab un par dabab mat daaliye.

Villager said - Sarpanch jii ab app bataiye kya kiya jaye Kyuki agar ye ladki Hamare gao mai Rahegi toh Hamare gao ki kya izzat Rehe jayegi.

Sarpanch said in anger - Sunlo sab. Ab sirf do upay hai ya toh indono ki shaadi hogi ya phir Drishti ko Iss gao se Hamesha ke liye nikala jayega sath hi iske parivar ka Muh Kala karke unse saare Adhikaar le liye jayenge.

Drikshit shocked....

Drishti said in crying - Galti Humne Kari hai Humko sajja de dijiye Hamare baba saa Aur maa saa ko nhi.

Sarpanch said - Dono mai se koi Ek batao , shaadi ya phir Apne parivar ki badnami.

Drishti can't understand what to say, she looked at his mother and father. Her mother is crying and her father silently stand in anger.

Sarpanch said - Bolegi ab ya Muh mai Dahi jam gayi.

Rakshit is angry on villagers that how they treated drishti.

He said - Bas Bahut hua ap sabka , do upay diye Aur zindagi ke fesle de diye.

Sarpanch said - chup Kar tu ye Sab Teri hi wajah se ho raha hai.

Mahima said - Toh phir ham yaha se chale jate hai, Lekin drishti ke sath Esa Mat kijiye.

Sarpanch said - Ab Jab usne Galti kari hai toh use hi sajja milegi.

Sarpanch said to Sarthak - Suno, Apna Faisla batao Sarthak Tumhara Faisla hi ab kuch Kar sakta hai.

All villagers said - Haa bolo bolo..

Sarthak is in full anger, without saying anything he goes from there.

Drishti shocked ,she also goes behind her father
All goes behind them .

Here,
Sarthak comes in his house and stop there , drishti also come in house. she Stand behind her father .
She scared to face her father but she gathered some courage and said - b..a..b..a    s..a..a.    H..a..m..a...r..i B...a..a..t     t..o..h.    s..u..n..i..y..e      w...o..

Before Drishti could complete, Sarthak slapped her hard and Drishti fell on floor.
At that time vidya and all Shergill comes. They shocked to see the scene.

Vidya ran and caught drishti.

Sarthak shouts in anger - kya sunu haa kya , Sunne ke liye Choda hi kya hai tumne sab saaf saaf dikh hi gaya. Hamara Naam Badnaam Kar Ke Rakh Diya Hamari Ijjat ko Mitti Mein Mila diya tumne, Kitni mehnat se Hamne ye izzat kamai thi aur tumne isko badnam Karke rakh Diya aur Hamara Munh Kala karne ki naubat agai hai ab. Jab Se Tum Iss ghar mai Paida Hui Ho Hamare liye kalank ban Kar rehe gai Ho. hame kahi na kahi Laga Hi Tha Ki Tum Kisi Na Kisi Din Hamare naam ko hamari Ijjat Ko Hamari shaan ko Mitti Mein Mila kar rakh dogi. Hamen Tum per Itna gussa aa raha hai ki Hame tumhari Shakal Nhi dekhni hai. Aaj se Hamara aur tumhara koi Rishta Nahin Humse Tumhen Koi Rishta Nahin Rakhna. Ajj se Tum Hamari beti Nahin..

All shocked to listen sarthak word, Drishti is sitting like Statue on floor her tears continuonly flowing.

Sarthak is going but he stopped in between and said to Vidya - Isko shaadi ke liye taiyyar Karo. Mai Bahar sab se Bol deta hu ki ajj yaha par shaadi hogi.

Drishti shocked, she Stand and about to say but Sarthak already left from there, Drishti goes behind him
but ,
Vidya slapped her to stop and said- Ruk Ja Kahin Nahin Jayegi Ab Tu, Tere Baba saa Kitne gussa Mai hai tujhe Pata h naa toh kyu Kar rahi hai Esa.

Drishti crying in Vidya embrace.

Rakshit can't see drishti in tears because of him. Without thinking anything ,
He said - Mai Shaadi ke liye taiyyar Ho.

All shergills and Vidya, drishti shocked to listen Rakshit.

Mahima said - Beta Tum ye Kya bol raha hai.

Rakshit said - Mai joh Bol raha hu Sahi Bol raha hu, mai shaadi ke liye taiyyar hu.

Mahima about to say but chetan stopped her,
Chetan said to Rakshit -Thike beta Tumhe jese acha lage, Ham sab ko toh tumhari Iss baat se koi dikkat Nhi hai.

Rakshit look at drishti who is looking at him shockingly.

Ojas said - Rakshit taiyyar Hai shaadi ke liye, Lekin drishti.....

Vidya said -Drishti bhi taiyyar hai shaadi ke liye. Ham abhi drishti ko taiyyar karke late hai.

Drishti is sitting like Statue , just listen the talk.
Rakshit knew Drishti feeling but he also helpless that moment..
Vidya takes Drishti in room and make her ready.
Rakshit and all youngers go with rakshit .
And all elders are busy in preparation of wedding.

The End ❤😁

So, Kesa laga Aap sabko ye part...

Who is exited for next part😁😁

Bye bye❤

Unexpected love 💖😍Where stories live. Discover now