In Bharat Nagar mein holi ka dahan ki celebrations start hone wali hoti hai
In kaal lok
Timnasa: Ray tum yeh box ko lekar holi ke dahan ke lakdiyon mein rakh do
Ray: per ismein hai kya Queen timnasa
then ray ko samajh aaja jata hai
Ray: thik he Queen Timnasa aapka kaam pura ho jayega
Timnasa: lekin koi gharabad nahi honi chaiye
and then In Bharat Nagar
Vivaan: Debu bhaiya usss ray ne didi ko kahan le gaya hoga
Pani Pari: humne shinkai mein bhi check kar liya per wahan ananya nahi haiDhwani Pari: Aur mein pataal lok aur saare lok mein check kar liya per ananya ka kuch pata nahi chala
Baalveer: ray ne ananya ko kahan chupa kar rakha hoga ( says in anger)
Karuna ji mom of Debu and Khushi ki mom
Karuna ji: Debu,Payal, Vidhi, Vivaan tum sab yahan sab kya kar rahe ho
Vivaan: auntie hum sab kuch important baat kar rahe the
Karuna ji: woh sab baat mein kar lena arre tum sab itne tension mein kyun lag rahe ho
sab ek saath kaisa tension koi tension nahi hai
and here Ray ne woh box lakdiyon mein rakh diya
Anu ko hosh aa jata hai per yaha pooja shuru ho jaati hai and lakdiyon mein aag lag jaati ho
Anu: Vivaan pls help and then she ( coughs) pls koi help karo Vivaan pls help koi yeh box kholo mujhe breathe karne mein problem ho rahi hai pls help koi yeh madd karo Vivaan Debu pls help
and here Both the Baalveers get to know from ray ki ananya uss box mein hai jahan pooja ho rahi hai and lakdiyon jal rahi hai
Vivaan: didi per yeh kaise hua bhaiya hume ananya di ko bachna hoga
Anu: Vivaan help
Vivaan: didi, didi
Debu: Ananya Ananya
Anu: pls help Vivaan and Debu
Debu and Vivaan both together pls koi pani laao
and then sab aag bhuja dete hai
Anu Vivaan ko gale laga deti hai
Anu: Vivaan
Vivaan: didi aap thik ho na aapko kuch hua toh nahi hua
And anu faints
To be continued.......
That is for today my reader
I hope u liked itvotes target - 15
if u have any suggestions to add in my story u can suggest me in chat box
Sorry for grammatical mistakes
Love u all .................
YOU ARE READING
Tales Of Heart ( Debanya)
Humorso i am writing this book again because most of them have not read this book plz support