Agar hasana hai toh pura part padho mein toh bohot hassi hun likhte samay 😂😂😂😂🤣🤣🤣
Anu sees Debu in her room
Anu: tum yahan tumhe karuna auntie nahi bataya ki room mein aane se pehele
Debu: haan sikhaya that ki room mein aane se pehele room knock karna chahiye
Anu: haan toh phir tumne knock kiya tha door
Debu: Nahi
Anu: kyun nahi kiya
Debu: tu-- tum so rahi thi na isliye
Anu: acha mujhse jhooth bologe tum haan
She hits him with her pillow
Debu: arre maar kyun rahi hai
Anu: tujhe pata hai ki i hate people jo jhooth bolte hai
Debu: Arre meine kab jhooth bola
Anu: abhi
Debu: arre tum toh so rahi thi na toh knock meri behen
Anu: Behen Behen ( tells in anger ) mein tumhari behen nahi hun samajh aaya
Vivaan: Arre di di calm down shant ho jao kyun maar rahe ho Debu Bhaiya ko
Anu: yeh bina knock kiye mere room mein aa gaya tha
Vivaan: Arre di Mom ne hi Debu bhaiya ko bola tha ki agar room mein jaana ho toh room knock na kaare aap so rahi thi na isliye
Anu: yeh haan per kya kar raha hai yeh apne ghar nahi gaya
Vivaan: Anu di woh nahi gaye kyunki karuna Auntie unke behen ke ghar gaye hai 1 hafte ke liye aur unhone mom ko debu bhaiya ka khayaal rakhne ke zimandaari di hai
Devikiji comes in Anu"s room and says
Devikiji: aur aab yeh aaj se yahi hi rahega
Anu: what matlab isse 1 hafte ke liye zehlna pahega
Debu; what do you mean zhelna padhega sorry toh bolna nahi aur bol rahi ho zhelna padhega
Anu: mein sorry kyun bolun
Debu: tumne kaise mujhe pillow se maara tha
Anu: haan toh
Debu: haan toh kya matlab kya jab meri koi galti nahi thi tabhi tumne mujhe maara tha
Anu: tumhari galti nahi thi tumhari galti nahi thi( hits with the pillow) tum bina door knock kiye aaye the usmein tumhari galti nahi toh kya meri galti hai
Devikiji: mein hi Debu ko bola tha bina knock kaare andar jaa
Anu: kyun
Debu, Vivaan, Devikiji together- kyunki tum so rahi thi na
Anu: acha thik hai fine Sorry Dabbo
Debu: it is ok
Vivaan in his POV
Finally inka fight khatam hui warna aaj yeh log toh pura Bharat Nagar sirr per utha lete the
Devikiji: acha mein market jaa rahi hun ghar kya khyaal rakhna
All bacha party together ( mera matlab hai Vivi, Anu aur Debu together)
Debu: Auntie
Devikiji: haan bolo Debu
Debu: auntie mein room mein padhai karne jaa raha hun exams near hai na isliye
Devikiji: hmm ache se padhna
YOU ARE READING
Tales Of Heart ( Debanya)
Humorso i am writing this book again because most of them have not read this book plz support