PAST INJURIES

1.3K 66 1
                                    

Flashback ended guys
In present

Ps:apne ammi ko bataya
Ks:haa wo kisi bhi waqt pohchti hogi
Ps:par unhone itni si baat kr liye hospital kyu laane kaha
Ks:wo to humey nhi pata
Meanwhile ammi comes to hospital
Ammi:karishma haseena thik to hai na
Ks:jii ammi par aapne unhone hospital leke aaney kyu khaa
Ammi:bus fikar ho rhi thi haseena jabse discharge hui hai tabse Roz aadhi raat ko beech mai uth jaati hai or gehri gehri saasein lene lagti hai or bolti hai mujhe unhe bachana hai maujhe unhe bachana hai
Ks:kaa maddam sir ne aapko khud bataya
Ammi:wo kaha kuj batati hai wo to Maine galti se 2/3 Baar dekh liya
Doctor comes out of the ward
Doctor:jii patient ko yaha kon lekar aaya tha mujhe unse baat krni hai
Ks:jii kahiye doctor
Doctor:aap humare saath aaye
Ks:ye patient ki maa hai
Doctor :good aayiye aap bhi aayiye aapse baat krna to or bhi zaruri

In doctors cabin
Ammi:baat kya hai
Ks:haa sab thik to hai na
Doctor:jii nhi aap humey batayiye kya patient ko issey phle koi major accident hua hai
Ammi:nhi kbhi nhi hua accident
Doctor:to fir unke sur mai ek bhut hi purani internal injury kaisi hai jo abhi bhi thik nhi hui hai
Ammi:(in restless tone) 18 saal purani chot hai aaj bhi thik nhi hui
Ks:kaa ita Purana jhakam
Ammi:haa
Doctor:aap batyengi unhe ye chot kaise lagi
Ammi:jii wo 12saal ki thi tab usey uske abbu leke gye they ghumane mele mai tab hua hai ek danga hua or haseena ke abbu intekaal kr gye haseena ko zyada chot to nhi aayi thi par uske baad se wo bhut chup chup si rhne lagi kya karti hai usey khud nhi pata hota tha or aise hi kuj beet gye jis din usey chot hum uss din bajar gye they jab aake dekha to haseena zameen par giri hui thi or shayad uska haath lagne ke wajha se wo danda uske sur par gir gya tha haseena ko bhut hi gheri chot lagi jiske wajha se wo 8mahine comma mai bhi thi usske hosh mai aane ke baad Mahipal jii ne humey delhi se aminabaad bhej diya
Ks:humey humesha lagta tha ki koi to wajha hai jo wo itne thande dimag se kaam leti hai
Ammi:haa wo sab uss hadse ke baad uski yaadasht chali gyi warna haseena toh
Ks:kya ammi
Ammi:wo bhut hi ziddi thi har mushkil ka ek hi hal tha uski nazar mai sirf or sirf maara maari usey kai baar kaha humney ki dimag se socha karo dil hai ki patthar par wo nhi sunti thi usne aapni ziddi or ladayi ki aadat kbhi nhi chodi
Ks:humey yakeen nhi hota
Doctor:jii dekhiye ye jo virus tha usne uss jakham ko fir se hara kar diya hai issey unki jaan koi khatra nhi hai lekin
Ks:lekin kya
Doctor:ho skta hai ki haseena malik ko purani baatein yaad aaye
Ammi:nhi nhi (in restless tone or nervous in mind )haseena ko kuj yaad nhi aana chahiye wrna toofan macha degi wo
Ks:(tap shoulder of ammi)kaa hua kaa soch rhi hai
Doctor :jii dekhiye maine kuj dawa likhi hai jissey unka wo jakham bhar skey
Ammi:jii apka bhut bhut shukriya chalo karishma
Ks:dhanyawaad doctor (notices ammi sweating and getting restless but she is still quite and they come out of cabin and walk towards haseena ward)kya hua ammi
Ammi:nhi kuj nhi beta haseena ke pass chaltey hai
Ks:sab thik to hai
Ammi:haa wo bus itna purana hadsa samne aaya to thoda sa pareshaan hu
Ks:aap jinta mat kijiye ammi malik sahab ko kuj nhi hoga
Ammi:hum bhi yhi dua krtey par tum ussey doctor ne jo bhi kaha hai wo mat batana
Ks:thik hai jaisa aap kahey ammi chaliye ward aa gya
They both meets haseena
Ammi:haseena kaisi ho
Hm:thik hai bilkul hum ammi or hum sirf behosh Huey they par ye to humey hospital hi le aayi
Ammi:humney kaha tha
Hm:kyu par
Ammi:bhut din se tumhara sur dard hona nind mai badbadana isliye hum pareshaan they bus
Hm:to kya kaha doctor ne aapko
Ammi:kuj nhi hua hai tumhe
Hm:dekha hum jantey they
Ks:humne dhyaan hi itna rkha hai aapka
Ammi:haa ye bhi shi hai (kisses karishmas cheek which makes haseena jealous)
Hm:aap humey bhul gyi
Ks:koi jal raha hai ammi
Ammi:arey haseena he humari dusri beti hai
Hm:jantey hai hum mazak kr rhey hai
Ks:waise doctor ne kaha hai ki aaj aap yahin rukengi kal aapko discharge mil jayega
Hm:itni si baat ke liye pura din hospital mai
Ss Cc Pj Ps Bc haa maddam sir aap tension mat lijiye hum sab milkar thana sambhal lenegy
Ks:amma ek kaam kijiye ammi ko apne saath lekar jayiye
Pj:haa bahurani
Hm:or aap sab bhi jaiye thana mai koi nhi hoga na
Ks:jii maddam sir par ek baat nhi samjha humko
Ps:kya hai wo baat or
Ks:anu bhaiya kaha hai
Ammi:wo dsp na jisne us din phone kiya tha
Ks:haa
Ammi:wo tumhara bhai hai
Ks:jii ammi
Ammi:to kya hua ussey yaha kyu hona chahiye
Ks:nhi ammi matlab unki team ki member yu hospital mai hai bus isliye amma aap ammi ko ghar le jao hum hai yaha
Ps:jii hum bhi ruktey hai
Ss Cc Bc Pj jai hind maddam sir
Hm:hai hind jald miltey hai
Ammi:dhyaan rakho or dimaag zyada chalane ki koi zarurat nhi hai
Hm:ammi
They all leaves and ks and ps staring haseena with anger look
Hm:aaa.....aap.dono humey aise kyu dekh rahe hai
Ps:aapne abhi tak batay nhi apni ammi ko salesahan ke baare mai
Hm:abhi humey kuj din Huey hai bus
Ps:par aap dono ek dusre ko pasand krtey pyaar krtey hai haa hai
Hm:fir bhi hum or waqt dena chahte hai
Ps:par ye to galat hai na jab aapko humsafar mil gya hai to bataa dijiye
Hm:hum(suddenly notices ks who is staring her husband with irk and shocking expresions)
Ps:hum kya
Hm:karishma aap aise kyu ghur rhi hai priyom ko
Ps:haa karu kyu ghur rhi hu kya baat hai
Hm:!!!!huh!!! Hum hai yaha par or aap aise kyu ghur rahi hai
Ks:nhi humey thoda shock laga ka inka baat sunke
Hm:kyu par aisa bbhi kya kaha priyom ne
Ps:haa humne to sirf kaha ki inko bata dena chahiye sab kuj
Ks:acha or inhe miley Kitna waqt hua hai
Ps:kuj hi din
Ks:dekha malik sahab kuj hi dinn huey
Ps:haa to bataa dena chahiye na kuj dinn to ho gye na
Ks:hain sachi kuj mahine ho jaane dijiye na yaa fir kuj saal fir aaram se shaadi waadi hota rhega tab tak chupke chupke pyaar waley pal wo choro ki tarah ghar mai ghusna inki love story ka haq nhi hai
Hm:ye kaha ki baat aap kaha leke gyi hai karishma
Ks:nhi nhi malik sahab jab humney kaha tha humey batane do tab inhone kaha ki kuj mahine ho jaane dijiye na yaa fir kuj saal fir aaram se shaadi waadi hota rhega tab tak chupke chupke pyaar waley pal wo choro ki tarah ghar mai ghusna chahiye na par aaj. To ye kuj or hi surr pakad kar baithe hai
Ps:galti ho gyi jo hum aap se uljhe
Hm:to kyu uljhe (hi-fi to ks)
Ks:aap araam se bata skti hai koi jladi nhi hai
Ps:haa koi jladi nhi hai (sits on the sofa in ward )
Ks:(beside of haseena )
Hm:yeh aap dono jhagda kyu krtey hai
Ks:kab hua jhagda
Hm:abhi abhi hua na
Ks:wo jhagda thodey tha wo to bus aise hi (blushing)
Hm:samajh rhe hai
Ps:jab samaj hi gyi hai karu ko boliye ki yaha aake baithe
Hm&ks widen their eyebrows and gives intense look to ps
Ps:samaj gye hum kuj khaane ko laate hai
Ks:jii
Ps comes with food they all eat and ps takes the leave to mpt
Ks:waise malik sahab ek baat boley
Hm:ji boliye
Ks:ye anu bhaiya aaye nhi abhi tak matllab aadhaa din beet gya par fir bhi
Hm:kaise aayengey wo
Ks:matlab
Hm:wo Kolkata mai hai lucknow mai nhi hai
Ks:kaa
Hm:haa humey baatey ke gye they
Ks:wah bhai wah shaadi hua bhi nhi hai or ye humko bhul gye kya baat hai
Hm:aisa kuj nhi hai karishma
Ks:toh fir
Hm:bus wo humey bata kr chale gye
Ks:to ye baat hai aapko unka sab khabar rhta hai (teasingly)
Hm:(blushing) nhi sab nhi par thodi bhut rhti hai
Ks:samaj rhey hai
Hm &ks talk while and hm sleeps because of medicines karishma also stoods up but haseena holding her hand tightly her grip was tight enough for karishma she sits again beside of karishma and gets busy in the phone a 5/6hour passed haseena starts again to take deep breath and says humey humey bachane hai uss bache ko humey bachana hai
Ks:malik sahab malik sahab
Hm:(comes in reality and karishma makes her calm down )
Ks:kaa baat hai malik sahab aap kissko bachana chahti hai
Hm:uss uss bache ko
Ks:ye sab aapka wehem hai or kuj nhi shayad apne koi bura sapna dekha hai
Hm:humey bhi yhi lagta hai
Ks:haa shant ho jaiye
Hm:ye baat aap kisiko mat batana
Ks:jii (she makes haseena sit on bed and they again starts talking meanwhile priyom enters in ward with some tiffin)

Scene freezed guys
Stay tuned for upcoming one

MADDAM SIRWhere stories live. Discover now