aaj wada poora hongaa

633 57 4
                                    

Anirudh cane home earlyy today he was searching bondita
Anirudh-bondita bondita kaha hoo

Kaka-anirudh bahu tho ghr pe nhi hai bahar gye hai kyu

Anirudh-nhi kuch nhi bass aasahi
Anirudh in mind -jab bondita aayge tab usko suprise dongaa aaj me usko aapni dil ke baat bata dongaa😊☺

Here
In Surabh Surabh
Surabh-chalo chalo time hoogya

Bondita- kaha jaare hai ham

Saurabh-dekho kitne suprise milagee tumko abhi Saurabh wrote a letter for Anirudh and kept it there

Bondita was observing him Surabh looked away bondita tries to run
Butshe couldn't Saurabh catch herr

Surabh-na na na naa

Bondita-agar mujhi marrna hai tho mardo na kyu mujhi bhi tak zinda rakha hai

Surabh- ye tho me tumhe baadme bataogaa

He ties bondita's hands and cover her face and take her to a a very big khaahi

Suarabh-ye dekh rahi hoo khaahi itne neeche jaate hai ke koi agar isme gir jaye to uske body tak nhi milte

Bondita was scared Seeing the khaai there was no one
Bondita -tum kyu karre ho aasa kya dushmani hai pari babu se bataooo ha bolo

Saurabh-ek wada hai ye jo me abhi poora karne jaara hoo

Bondita -kaise wada

Surabh-saalo poorana wada hai mere maa se mana jo kiya tha ki us Anirudh ko barbaad karogaa haise ysne mere maa kiiya tha

Bondita- tumhare maa ko par kaisee  tumhari maa tho bohot saal phele hi juzar gayi the naa bolo

Surabh-maa ko logo ne hi marr diya tha
Me aur wo Anirudh choti se the 12 saal ke jab roy choudhary havali par hamla karaya gaya tha goli chalre the me aur anirudh bekhabar khel rahi the axhanak se goli mere baap ko lag gaye lakin wo goli wo Anirudh ko lagne chahiyaa the mere baap beech me aaya usne aapbe jaan de di mere baap mar gaya

Bondita-lakin

Surabh- sun abhi baap ke jaane ke baad vidwa ka kya halat hoota hai mere maa pal pal marti the mere ek bhen the 3 saal ke kisne bataya tujhe nhi kyuki ye gao waali mere bhen ko maar ke bhul chuke haii mere maa ko nar ke bhul chuke hai par me nhi bhola kuch nhi

Bondita- kaise maara unhe

Surabh-mere maa kaam karti the yea baat gao walo se bardasth nhi hooye ek din mere maa kaam se mere bhen ko god liya ghr aare the gao waalo ko gussa aaya wo log bade bade fatar marne lagee mere bhen ko maa ne kapde se aapne peeche banda tha maa bhagte bhagte ghr aayi maa ke sar the khoon aara tha par parr mere bhen ke roona band hoogya tha mana dekha mere bhen jo kapde me the usme bass khoon hi khoon tha hamne mere bhen ko kho diya uska baad mere maa tadap tadap mere 2 saal baad mar gayi

Bondita was crying- tumhare sath aacha nhi hoowa hai mujhi pata hau lakin isme pati babu ye phir roy choudhary ke kya kadoor hai

Saurabh-ha ha kasoor hai anirudh tho chala gaya London uska pativaar walo ne hamari madat nhi kee marne ke liya chod diyaa mere maa margaye lakin marne se phela bola tha kisko bhi nhi chodna tum aapne bhen ke jaan ke badla lenaa aur jiske wajha mana aapna sab kuch kho diya wo aram se london gaya hai wahhhh wahhhhh wahhhhhhhhhh😈😈😈😈

Here anirudh was getting tense
Anirudh-kaka me dekhke aata ho bondita ko raat hone wale hai

Kaka-ha ha jao dekhe ke aao

Anirudh was asking everyone about bondita
Uncle-ha ha anirudh mana dekha tha bondita subha Surabh ke ghr gaye thi

Anirudh-shukriya
Wo wha kya karne gayi hongee chalo dekhta hoo

Anirudh reaches saurab home he was worried as house condition was very badd
Anirudh-saurabh bondita

He came to the room
Anirudh was shook as he saw a body of siddharth he was covered with blood form his head Anirudh couldn't digest what he saw but he realized bondita is not here soon he found a letter

Anirudh -letter

      Pyaare dost
Kaise ho mujhi pata hai abhi tak tho tumhare halat kharab hoo chuke hongee kyu abhi ye sabse bada jhatka to milne wala hai tumhe yaad se aana wo sabse badi wale khaahi pe tumhe waha bondita milage agar usko aakhri baar dekhna hai tho aajana  me itne khush hoo ek poorana badal aur wada poora hoone wala hai kyuu mere maa aur bhen ka kyuu yaad haina tumhe

Anirudh-badla Anirudh was getting Flashback of what happened kya hai ye bondita bondita mujhi uske jan bachane padege
Anirudh went to khaahi

Bondita qas sitting in the corner from where a little push can be enough to her fall in the khaahi  she was tied

Anirudh-bonditaa he was running seeing her

Surabh came near bondita-itne bhi kya jaldi hai haa rukhi thoo thosi hamse bhi baat karlo

Anirudh-saurab isme bondita ke koi kasoor nhi hai usko chod do usne khuch nhi kiya hai marna hai tho mujhi maar do

Surabh-phela mana bhi yahi soocha tha lakin mujhi tumhe umar bhar tadpana tha jaise mere maa ek baar marne se maza nhi aata har roz marna tha isliya tumhe dawa deta hai nakli lakin iske qane se sab bigad gaya lakin lkain mujhi kya pata tha iske aane se hi sab thik honga kitne mohabbat karte hona isse tumhe pata chalegaa kaise lagta hai apne pyaar karne walo ko khone me

Anirudh-dekho Surabh tu.hare sth galat hoowa hai me manta ho lakin he was trying to make him understand

Bondita knew nothing will work
Bondita-pati babu( she was crying )

Anirudh-tum roo mar bondita  me ho na tumhare sath tumhe kuch hoone dunga kya bolo

Bondita-pati babu iska baad aap aurto ke insaaf ke liya ladegee wada kijiya

Anirudh- bondita ham ladege samjhe sath me tumne kuch nhi hoone doonga me

Bondita-sabka khayal rakna pati babu

Surabh-aare aare kitna pyaar haii 😂😈

Bondita-pati babu aap hamesha khush rahegee iske aapko pal pal marne ke issha kabhi poore nhi hoone denge aur aap jeeyage aapne zindagi

Anirudh- bondita me tumse kuch kahana chata hoo

Bondita-haa boliya pati babu

Anirudh-me tumne bohot bohot zayada pyaar......

                                 Vote

Vote to get last chapters asapp

Comment what u think about the ending

How is the storyyy

Anidita Misunderstanding Where stories live. Discover now