Hm- tum
Man- dekho meri baat suno tum gusse mai ho
Hm- mai tumhe .......(SHE FIRES HER GUN)
THE MAN GETS ASIDE
man- dekho meri baat suno noor
Hm- noor mar chuki hai aapne khud mara tha usse yaad nahi aapko bhai
YES IT IS ZAAN HM BROTHER
hm- kyun aaye ho yahan let me Guess mujhe maar ke Brahma ke codes chahte ho
Zaan- nahi noor
Hm- mai noor nahi hoon mera naam haseena malik hai Haseena malik (ALMOST SCREAMING)
Zaan- thik hai Haseena ek baar mujhe bolne toh de......please behna (WITH TEARS IN HIS EYES)
SUDDENLY A DART COMES AND HITS HM ON THE NECK AND SHE FALLS BACK ON THE BED ZAAN HOLDS HER
zaan- noo.... haseena tu thik hai
HM IS HALFWAY CONSIOUS HER HEAD IS SPINNING SHE CANNOT UNDERSTAND WHAT IS HOING ON SHE CAN JUST HEAR HER BROTHER LIKE HE IS TALKING FROM A DISTANCE TRYING TO KEEP HER AWAKE FOR A SECOND SHE FORGETS EVERYTHING HER BROTHER HAS DONE
ZAAN- tu idhar dekh mere taraph dekh appne bhai ki taraf dekh
HM SLIGHTLY LIFTS HER HEAD
zaan- tu thik hai naa
Hm- ha..haan mai (ABOUT TO FALL BACK BUT ZAAN HOLDS HER)
zaan-haseena!!......aram se sambhal
Hm-bhai kyun....kyun kiya aapne ai....aisa
Unknown- mere kehne par ya mai kahoon mere darane par
Zaan- tum
Un- haan mai
Zaan- agar meri choti behen ko haat bhi lagaya na toh mai
Un- shant shant itna gussa behen ko dekh kar boss ko bhool gaya behen prem jaag raha hai......ab sun yeh sirf ek trailer tha par agar toone aur teri behen ne meri baat nahi maani toh iss baar toh behoshi vaali dart chalayi hai agli baar goli chalegi
Zaan-............
THE UNKNOWN PERSON LEAVES
hm- bhai ....aap be.....begunah(SHE FALLS UNCONSCIOUS)
zaan- noor!!
ZAAN MAKES HM LIE DOWN ON THE BED AND SITA BESIDE HER HEAD GENTLY PATTING IT AND HOLDING HER HAND TIGHTLY
Zaan- noor abb na tujhe darne ki koi zaroorat nahi hai tera bhai hai naa voh sab sambhal legs bohot de liya galat ka saath ab bass aboo ke dikhaye huye raste par chaloonga
THE NEXT MORNING ZAAN WAKES UP FINDING HIMSELF HANDCUFFED TO THE BED AND HM AS VM AND THE CO WERE ALL STANDING IN FRONT OF HIM
zaan- noo...humara matlab hai ki Haseena tu thik hain naa ab hosh kab aaya tujhe
Hm- oh please apni yeh mithi mithi batte apne pass hi rakho
Zaan- uncle Vihaan aap log....Vihaan kitna bada hogaya yaar tu yaad hai hum kitna khelte the saath mein
Vm- mujhe aapki koi baat nahi sunni bha.....zaan.
(VM IS IMAGINING ALL THE FUN THEY HAD TOGETHER HE SEES IN HIS IMAGINATION THREE KIDS CLIMBING UP INTO A TREE HOUSE CYCLING TOGETHER AND HAVING FUN WHERE HE SEES )
FLASHBACK
vm- yaar noor tu kitni lucky tere paas itna achha bada bhai hai
Hm- bilkul lucky hoon mere bhaiya sabse achhe hai best brother in the world 🌎
(SAYING THIS SHE HUGS ZAAN WHO IS STANDING RIGHT NEXT TO THEM)
Vm- mera toh koi bhai nahi hai meri toh mumma bhi nahi hai voh bhi chali gayi mujhse door (TEARS FILL UP IN HIS EYES)
zaan-arrey dukhi kyun hota hai tu bhi mera chota bhai hi hai aur mumma bhi tujhe apna beta manti hai aur aise dekha jaye toh tu zyada lucky hua na tere pass ek bai hai ek behen hai ek mumma hai aur dodo papa bhi
Vm-sachh
Hm- haan itni lambi speech di samajh nahi aaya kya
Vm- tu toh chup hi raha kar
Hm- mai kyun chup rahoon mai tu boloongi
Zaan- bas bas kabhi kabhi toh samay aur jagah dekh ke
(YES EXACTLY AS HM DOES WHEN SHE WANTS TO CALM SOMEONE DOWN ESPECIALLY PS AND KS)
VM-achha mujhe kabhi chod ke toh nahi jaoge
Zaan- kabhi nahi
Vm- promise
Zaan- pakka vala promise
THEY HUG EACH OTHER AND THEN JOIN HM IN THE HUG TOO
FLASHBACK ENDS
Vm- (WITH TEARS IN HIS EYES AND ALMOST ABOUT TO CRY)kyun aaye ho yahan kyun humare jalle par namak chidak rahe ho
Co- kyun aaye ho yahan kisne bheja hai tumhe yahan par
As- kya mansha hai aapki . Dekhiye asse toh hum negotiations specialist hai par jo aapne haseena ji ke sath kia voh bilkul negotiable nahi hai aap haseena ji ke bade bhai hai Isley.......
Hm-(CUTING HIM IN BETWEEN)yeh humare bhai nahi hai humara inse koi rishta nahi hai yeh noor Ansari ke bade bhai the aur usse toh inhone kudh apne hathon uska Galla ghot ke maar dala ab mera inse koi lena dena nahi hai.
(AS HOLDS HM HAND TIGHTLY COMFORTING HER)
zaan- aap sabko koi bohot badi galat fayami Hui hai main begunah ho
Co- chup bilkul chup jitna poocha jaye utna jawah do
Zaan- aap log hi sochiye naa agar muje noor humara matlab hai ki Haseena ko marna hi hota toh mai usse behoshi ki halat mai naa mar deta phir codes toh mai kaise bhi dhoond leta kuch bohot badi baat jo aap logo ko nahi patta hai Mujhe bole toh dijiye
Hm- boliye kya bolna chahte hai aap
(ZAAN GIVES A SMILE TO HM BUT HM DIDN'T SMILE BACK)
zaan-voh.....
आप पढ़ रहे हैं
voh ateet
FanfictionHaseena malik kaun hai voh kya chupa rahi hai aur ek anjaan museebat jo mahila police Thane par mandra rahi hai inn sab ke beech mein se kaise niklega humara Mahila police Thana