Chapter-13

1.7K 143 7
                                    

Next morning Nandini is wake up and see she is manik room . Manik come inside the room and see her . Manik sit beside her .
Manik - How are you now .
But Nandini did not said anything.
Manik - Naraz ho.
Nandini again did not said anything.
Seeing this Manik smile and stand and forward his hand.
Manik - Chalo mere sath .
Nandini - Kaha
Manik - Chalo batata hoon .
Nandini did not go with him but she see his eyes who show his truth feeling so nandini stand to bed but did not hold his hand.
They come outside. Every one sleep in there room . Manik take Nandini outside and they sit in car . Manik start the car . Whole journey they did not said anything to each other.

After some time manik take her infront of a big building. Manik take her in a flat . Nandini see the flat is burn badly .

 Nandini see the flat is burn badly

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Nandini - Ye kiska ghar hai.
Manik - Mera
Listen this Nandini is shocked.
Manik - Aaj se teen saal pehle ki baat hai. Us time main aisa nhi tha. Us time main ek fun loving person tha . Phir meri life mein ek ladki aayi Soha khurana . Mujhe usse pyar ho gya . Ye ghar mera aur Soha ka tha . Main bahut pyar karta tha usse shayad isliye main dekh hi nhi paya uska asli chehra. Usne mujhse nhi mere paiso se pyar kiya . Ek raat maine use kisi aur ke sath . Us din se mera pyar se bharosha uth gya . Nafrat ho gyi mujhe pyar aur trust jaise words se . Isliye maine apne hathon se is ghar ko aag laga di .
Us jin jab maine tumhe Harshad ke sath dekha toh mujhe woh sab yaad aa gya. Mujhe laga tum bhi Soha ki tarah hi ho . Isliye maine tumse woh sab kaha.  Lekin main galat tha maine tumhari baat toh suni hi nhi . Nandini main tumse yeh nhi keh raha hoon ki mujhe maaf kar do but atleast mujhe ek chance do ki main apni galti sudhar sakun please.
Listen all this tears come in Nandini eyes .
Manik - Tum janti ho mere is hisse ke bare mein koi nhi janta sivaay cabir aur naira ke . Par main tumhe yaha lekar aaya hoon kyunki main janta hoon ki tum mujhe sajh sakti ho kyunki tum shayd usi dard se guzri ho jisse main feel kar raha hoon.
Nandini - I understand Manik and I am ready to give you a chance.
Listen this Manik smile and forward his hand .
Manik - So friends.
Nandini hold his hand and said .
Nandini - Friends .

Here every one wake up and shivanya go to Nandini room to see her but she did not find Nandini.
Shivanya - Maa papa Hrithik nandu apne room main nhi hai.
Hrithik - Kya but nandini jaa kaha sakti hai .
Shivanya - Manik zaroor usne hi kuch kiya hoga.
Hrithik - Main Manik ko call karta hoon.
Manik - Uski Zaroorat nhi hai bhai hum aa gye .
Every one see manik and nandini . Shivanya go to Nandini and hug her .
Shivanya - Tu thik toh hai na Nandu aur tum manik maine tumhe mana kiya tha nandini ke paas jane se phir tum use kaha lekar gye the .
Nandini - Di relax main thik hoon aur Manik ne Apni galti ki maafi maang li hai aur maine use maaf bhi kar diya hai.
Shivanya - Lekin Nandu .
Nandini - Di aap hi kehti ho na agar ko dil se apni galti manta hai toh use ek chance dena chahiye. Isliye maine Manik ko ek chance diya hai aap bhi use ek chance de do .
Shivanya -Thik hai sirf tere liye ek akhiri baar.
Listen this every one smile .
Dadi - Bhagwan ka shukr hai ki sab thik ho gaya.
Akshara - Chalo phir isi baat par sab nasta karte hai.
Then everyone do there breakfast and go to there works .

Manan - HumsafarWhere stories live. Discover now