Chapter-15

1.6K 142 9
                                    

They all reached in farm house.
Shivanya - Wow what a beautiful place.
Sweety - Ha bhabhi hum na humesha yaha family time spend karne .
Listen this all smile .
They all sit in garden and talk to each other.
Kartik - Common guys hum yaha baatein karne thodi aaye hai. Let's play a game .
Meethi - Kaun sa game jeeju.
Manik - Volley ball khelte hai.
Naira - Ha so let's select the team .
Manik - Let's play girls v/s boys game .
Naira - Ok we don't have any problem kyun bhabhi .
Shivanya - Yes aur jo jeetega woh aaj sabke liye lunch banayega.
Manik - Done
Naira - Toh harne ke liye ready ho jaiye .
Naira - Let's see common nandini bhabhi chaliye .
Nandini - Naira you guys play . Mera man nhi hai .
Manik - Lijiye inki team ka ek member toh pehle hi out ho gya . Lagta hai humse dar gya .
Shivanya - Nandu ab toh yeh izzat ka sawal ban gya hai ab toh tujhe khelna hoga .
Nandini- But di .
Meethi - Nandini bhabhi chalo na please.
Nandini - Ok
Hrithik - So it's done ek team mein main, Manik, cabir , Dhruv aur Kartik hai aur ek team main shivanya , nandini , naira , navya , mukti and Alya hai .
Meethi - Yes aue hum score board handle karenge.
Manik - Ok so let's start .
Raj, dadi, nyonika, Akshara, naitik , Manish and Swarna see the game .
Then start the game and boys are lead .

Naira - Yeh toh jeet rhe hai humein kuch karna hoga

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Naira - Yeh toh jeet rhe hai humein kuch karna hoga .
Mukti - Inka lead player Manik hai humein manik ko distract karna hoga .
Navya - Lekin kaise.
Alya - Nandu you do this.
Nandini - Main main kya karoon.
Mukti - Common nandini manik is your husband do something and distract him.
Nandini - Nhi mujhse nhi hoga.
Shivanya - Hoga Nandu common.
Nandini see manik and slowly raised his top a little . Manik see his waist and ball is slipped in his hand .
Nandini moved his finger on his waist and Manik see her and did not concentrate in game and last girls are winning the game .

Raj - Kya tum logo ne toh hum mardo ki naak kata di .
Hrithik - ye sab is manik ki wajah se hua hai . Kya yaar Manik kya ho gya tha tujhe dhyan kaha tha tera .
Manik - Main woh .
Manik see Nandini who is smiling to see him.
Manik - Sorry
Cabir - Ab sorry bolne se kya fayda hum haar gye na .
Naira - And now you have to make lunch for us.
Saying that girls leave for there.

Cabir - Hum game teri wajah se hare hai isliye khana bhi tu banayega .
Hrithik - Right to tu khana bana hum chalte hai .
Saying that boys leave for there.
Manik - Ye sahi hai ab sara kam main akele karu.
Then Manik go to kitchen and start making food .
After some time Nandini come for there and see him.
Nandini - I am sorry.
Manik - Why
Nandini - Meri wajah se tumhe sara kam akele karna pad rha hai.
Manik - Nandini it's ok aur tumne suna nhi dosti main no sorry and no thank you.
Listen this Nandini smile.
Nandini - Main tumhari help kar deti hoon .
Manik - It's ok nandini mujhe khana banana aata hai main bana lunga .
Nandini - Phir bhi main help karungi .
Manik - Ok waise Nandini your waist Is so sexy .
Manik said with mischievous smile . Listen this Nandini see him with wide eyes and then turn his face . Blush come in his face .
Nandini - Manik sab wait kar rhe honge khana banana hai.
Listen this Manik smile and then they made lunch .
After some time every one come for lunch .
Shivanya - Wow Manik tumne toh bahut acha khana banaya hai.
Manik - Thank you bhabhi but yeh maine akele nhi banaya hai Nandini ne bhi meri help ki hai.
Sweety - Matlab aap dono ne sath main banaya hai .
Meethi -  isliye toh itna perfect bana hai .
Dadi - Woh toh hoga hi na . Kyunki jab pati patni koi kaam sath main karte hai toh woh perfect hi hota hai.
Listen this Manik and nandini smile .

Manan - HumsafarWhere stories live. Discover now