Dazzle; Chapter 12

9 1 0
                                    

ZOYA: Huma mujhe tumse kuch baat Karni he

HUMA to AHMED: : hello app Kon, mene App ko pehchaana nahi*Zoya ko ignore karte hue*

AHMED: me Ahmed hamare company me Kuch medical equipment ki zaroorat parh gayi thi to wahi lene aye hen

HUMA: aye hen??

AHMED:jee bilkul me or
Doctor*pointing towards Zoya*

HUMA: ohh toh yeh yahan per equipments lene ayi he

ZOYA: nahi me....

ZOYA ki baat kaat te hue, in between:

Nehal: Doctor Zoya App ko Mr ARMAAN bula rahe hen

ZOYA: mujhe?

Nehal: jee
ZOYA: acha me aati hun aik minute

HUMA: hmm hmm jao jao appko bula rahe hen doctor wese bhi ajj kal bare demand me hen app

ZOYA: Huma me....

In between

Nehal: doctor app arahi hen?.

ZOYA: me arahi hun nehal Tum jao me arahi hun

Nehal: nahi mujhe abhi Jana nahi he mujhe toh abhi Mr Ahmed ko yeh saari machine check karke dikhaani he ke yeh sahi se work karahi he ke...

ZOYA: aik minute nehal, Mr Ahmed app yeh machine check Karen lekin Hume in mese jinki zaroorat he or Jo Hume company me chahiye un machines ki list yeh Rahi yeh le

.unhe aik list dete hue

AHMED: okay*focusing towards the list

ZOYA: han aur Huma me abhi Mr ARMAAN se mil ke aati hun Tum Mera care cafe me wait karo okay,

. Yeh Keh ke woh Chali jati he

.............................

ARMAAN: toh Doctor Zoya kese hen app or app ka office ka kaam kesa chal raha he??

ZOYA: sab buht acha he lekin abhi  hospital ki Yaad aati he

ARMAAN: hmm hmm abhi toh bus shuru hua hena kaam that's why ahista ahista aadat parh jayegi

ZOYA: bhuliye gaa nahi jab tak contract poora nahi ho jata me office me kaam karungi us ke baad me dubara se hospital a jaongi

ARMAAN: app jese hon haar doctor ka Hume chor ke Jana Hume bhi bura lag raha he lekin hum appko aur app ki surgeries ko buht miss karte hen

ZOYA: me jaanti hun app yeh q bol rahe he. Khair choriye

ARMAAN: hmm

.
.
.
Finally Zoya aur Mr Armaan ki Baatien khatam hoti hen aur Zoya cafe ke liye Nikal jaati he.

In cafe
.
HUMA: haan toh Tumhe Kya baat bataani thi mujhe

ZOYA: Dekho jesa Tum soch Rahi ho wesa bilkul nahi he me wahan kaam Karne nahi gayi balke mujhe Bheja gaya

HUMA: Raat o Raat Tum hospital se us company me shift hogyi aur Tum wahan apni Marzi se nahi gayi wow*sarcastically*

ZOYA: Huma Raat o Raat nahi yeh hospital chorne se aik din  pehle hi Meri Mr ARMAAN se Baat hui he

HUMA: toh Tumne uski baat q maani

ZOYA: me buht pareshaani me thi us waqt aur un se Nikal ne keliye mene aik contract kiya

HUMA: kesa contract??

DazzleWhere stories live. Discover now