Chapter-2

200 22 5
                                    

~Bhai aur Bhen~

Continuing from previous chapter.....

At bondita's house-

Kamna- aree aa gyi humari kittu...

Bon- Nahi Amma abhi raaste mai hai humara bhoot hai tumhare samne...

Kamna- aree itna kahe bhadak rahi ho ka hua hai..

Bon- ka hua hai....pucho ka nahi hua hai...u hai na Malini chachi ka beta tumhara Ani u hume bol raha tha ki humari shakal billi jaisi hai.....ab tum hi batao ka hum billi jaise hai...bolo..

Kamna- sahi to bol raha tha...aree tumhari hi koi galti hogi....warna humara ani to heera hai heera...haa..

Bon- waah amma tumhara bas chale na to tum to is jinghur ko hi apna beta bna lo jab dekho humara ani heera hai heera kabhi kabhi to hume lagta hai ki hume na tum kachre ke dibbe se utha kr layi thi aur u jinghur hi tumhara asli beta hai.....
mai baichari pyaar ki maari....

Then suddenly ragini enters...

Ragini- aree kittu didi aa gyi tum...

Bon- hum ka bhootni hai jo kisiko dikh nahi rahe hai...ya phir sabki aakhe kharab ho rakhi hai jo hume dekh nahi paa rahe...

Ragini- aree...aree amma aaj lagta hai dimag ka na jwalamukhi banakar aayi hai tumhari bitiya....kyu kittu didi sahi bole na hum...

Bon- ee ka kittu didi kittu didi lga rakha hai.......kabse dekh rahe hai are humara naam na Bondita hai samjhi ki aur samjahye...

Then mahesh comes from terrace..

Mahesh- aree ka hai humari gudiya ko kahe pareshan kar rahe ho dono maa beti...

Bondita ran and hug him tightly..

Bon- dekho na papa hume kaise stati hai amma aur ye ragini ki bacchi...

She brokes the hug..

Mahesh- aree humari gudiya ko koi kaise pareshan kar sakta hai ab koi stake dikhaye humari bitiya ko uske bauji abhi zinda hai kyu beti..

Bon- haa ab bolo ab kahe bolti band ho gyi...

At Anirudh's house-

An old but beautiful woman coming from stairs by hanging clothes on her hands and said-

.......- Aa gya humara ladla par ee shakal par barah kahe baja rakhe ho....

Ani- Amma dimag ki dahi ho rakhi hai ab aur dimag mat kharb karo humara......

Adjusting cloths on chair....

Malini- par hua ka hai dimaag kahe itna kharab hai..

Ani- uu hai na tumhari sauteli suputri Bondita uu billi ki bacchi hume jinghur bol rahi thi....

ᴀɴɪᴅɪᴛᴀ: ʟᴏᴠᴇꜱᴛᴏʀʏ ᴏꜰ ᴋᴀɴᴘᴜʀ (ᴇᴠᴇʀʏ ᴛᴜᴇꜱᴅᴀʏ) Where stories live. Discover now