MAMA BHAAT

139 15 0
                                    

On next day

It's 11 pm santu wakes up looks at the clock at near table and shouts

Ss:11 baje gaye

Hm:rooz bantey hai so jao naa

Ss:arey haseena didi utho aajj meri mehndi hai

Hm wakes up with jerk

Hm:mehndi 6 baje hai santu

Ss:arey par woo woo konsi rasam thi jo mama ko karni thi wo

Hm:mama bhaat ki rasam santu

Ss:wo ek bajey hai or usme ladkiya or ladke sab hongey

Hm:humey laag sirf ladke hongey

As:arey re wo tilak mai hotey hai haseena jii

Hm:aap yaha

Hum sab bhi hai

All enters the room(koi bhi ready nhi hai sab cc ke samne khade hai )

Cc:dekhiye didi aap sab na humari shaadi ko halke mai le re hai ye thik nahi hai

Ss:wahi to ek minute par cheetey ki awaj aa kaha se rhi hai

Bc:aaa...wo hum sab uske samne khadey hai

Ss:acha phele jao na sab tayar kyu nhi ho jaatey ho please jaldi se

All lefts the room

After two hours everyone gather at hall looking at decoration and food court there

Ks:sab ho gaya hai

Ps:haa sab set hai

They look at parents who were coming all greets them and take them to hall

Mp:santu kaha hai

Hm:chacha ji usey ghunghat mai dum ghut raha to humne tay kiya ki usey rasam shuru hotey hi bola lengey

Cc goes knees to his mother and ss mother

Cc:dekhiye maa or mummy humara na personal level pe request hai ki ye ghunghat ka kissa khatam kariye please hum hum wada kartey hai hum or santu ji shaadi tak nhi milengey akele Mai or alag bhi rhe lengey ab agar aise dum ghutega to wo shaadi kaise enjoy karengi

Cm:baat to sahi hai beta tumhari

Ammi:humey manzoor hai

Pj:humko bhi

Maa:humko bhi

Sm:sabko manzoor hai to hum kyu villain baney humari taraf se bhi okk

Cc:thankyou thank you thank you very much(his style )

Bc:waise cheetey tu sach mai santu jii se shaadi tak nhi milega

Cc:koshish karengey

Hm:matlab kya hai

M:didi apni khatar patar baad mai kariyega dekho sab guest aaa rhey hai

All they greet the guest and ks comes with santu

Ss&Cc sits beside each other as was in veil still

Ks:arey santu ye hata do

Ss:par wo

Hm:woh cheetah ne sabse baat karli sab mann gaye

And without wasting a single second she removed her veil and take a relief breath

Mp:shuru karey

Cc:jii

Cc ties a handkerchief on his head Mp does the tika and then he started giving him blessings one by one with lots of things cc was looking all this with wide eyes ss was to in same state even Sm after the rasam done

Sm:ye itna sab bhai sahab

Mp:ab bhen to humari bhi nhi hai kya salma jii or aap hai to itna to thik hi hai naa

Ss:par ye bhut zyada hai or ye sab dene ki koi khaas wajha to hogi na wo bhi bata do koi shauq ke liye thodi ye rasam karta hoga kyu

Cc:ufff!!!!!ye curious wala Masumiyat santu jii

Ss:koi batayega

Pj:haa wo fruits isliye taki sehat humesha achi rahey

Ss:or ye kapde

Sm:wo to shagun ke liye ek Jodi naya kapda dete hi hai nayi shuruwat ke liye

Cc:ye ye sikka nhi nhi itne saare sikkey

Cm:wo taki tumhara jeevan samridh ho(I mean settled ho )

Ss:ye ye Kajal or mirchi kyu rakh di fir kajal to chalo make up ke kaam ayega par ye mirchi kon khayega

Cc:laiye hum khatey hai

Cc takes the chilli and was about to eat

Ammi:arey ruko tum

Cc stops

Maa:ye dono cheeze nazar na lagey isliye rakhi tum issey khane jaa rhey they

Cc:ooo swary swary wo hum nhi jantey they

Bc:haa peheli shadi hai na

Cheetosh:ek hi karne hai humko

Cm:chalo ab mehndi ke time milengey 4 ghante baad

Parents goes to the room booked in hotel

(Ab 4 ghante ke liye kon ghar jayega na )

Thats all for the day

Upcoming:

CHEETOSH KI MEHNDI

Aa guys bada wala sorry hai dil se kya hai na till 5. November I am hell busy with study and then diwali but I promise jab bhi meko time milega update karungi

WEDDING OF CHEETOSH जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें