Chapter 19

484 52 32
                                    

Kairav and navya meet again

Navya : kaise ho kairav

K : main thik hu tum kaisi ho navya

N : main bhi achi hu .... Tumne mujhe yaha kyu bualaya hai

K : kyu bula nahi sakta kya we are friends naa

N : haa bula sakte ho but itni jaldi aane ko kaha naa Islay

K : actually mujhe tumhe kuch bata naa tum hamesha puchti rahti hu naa navya mere past ke baare main bas uske baare main hi bata na tha

N : finally .... Please speak

Kairav tell navya about his past ....

She get shocked

Navya : woh log aisa kaise kar sakte hai kairav haa maana woh sirf ek accident tha aur tumhe blame kiya

Yeh sahi nahi hai

K : haa navya main jaanta hu unhone galat kiya

Ab main unke saath aise behave karta hu toh bahut bura lagta hai mujhe mann karta hai unko hug karlo jaage

Mamma ki lap main sir rakher bahut royu

Unko batayu ki maine itne saalo main unko kitna miss kiya (crying)

But nahi kar sakta kyuki nahi bhool sakta naa unhone mere saath aisa kyu kiya

Navya take her hand on his shoulder

Navya : don't warry kairav sab thik ho jaaega
Waqt naa har ghav har zakham bhar deta hai

Both smile to each other

In other side

Sai : virat sir ab mujhe jaana chahiye warna gharwale pareshan ho jaaenge

Virat : okk....

Both leave their

After some time

Sai reach Goenka house

Karthik : akshu beta aa gayi tum...
Chalo yaha aau breakfast karlo

Sai smile and goes to near kaira

Naira : yaha baitho maine aaj apni princess ke liye uska favourite khaana banaya hai

Chalo jaldi se start karo

Sai smile

Kaira and sai share a bond

Karthik : don't warry naira sab thik ho jaaega yeh happy family phir se ek ho jaaegi

N : haa Karthik ....

Both smile with tears ....

In other side

Kairav : main bhi jaanta hu navya tumhara bhi koi past hai ...
If you don't mind can I asked you

Navya smile

N : abhi nahi jab sahi time aaega toh main khud bata dungi

Kairav smile

K : okk no problem

I think ab hume chalna chahiye

N : bye

K : bye.

They leave their

Both feel some things for each other

And smile .

.

At night

All family members are sit on dinning table

Kairav sit with ishra and sai also with them

Manish : ab jab ki hamari family puri ho gayi hai toh main soch raha tha kyu naa hum log picnic chale

Sawarna : yeh toh bahut acha idea hai manish ji

Phir kab chale

Naira : kal chale

All are agree

After some time

In kaira room

Karthik : papa ne picnic par jaane ki baat karke bahut acha kiya naa naira

N : haa Karthik shayad isse hum kairav ko apne kareeb laa sake
Yeh ek bahut hi acha mauka hai hamare liye

K : haa naira jaayda kuch toh nahi lekin thoda bahut kuch kar paaenge jise uske mann main hamare liye thodi hi sahi but narazgi door toh ho

Phir se hamara bachcha hamare pass aa jaaye

Karthik and naira smile

Continue....

Next chapter : Goenka family goes on picnic

Navya also come their

Please complete target
40+ votes
35+ comments

I hope you enjoy it
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️😊

Bandha tha dilo ko Rishton ki dors seजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें