In kairav room
Kairav thinking about navya
Kairav : tujhe ho kya gaya hai kairav tu baar baar navya ke baare main kyu soch raha hai stop think about her
Ab so jaa tu kal picnic par bhi toh jaana hai naaIn navya room
Navya : aaj kairav ne mujhe apne past ke baare main bataya
He trust me
But main usko nahi bataya main uss par trust karti hu phir bhi nahi
Koi baat nahi kal bata dungi uskoNavya also get slept
Next morning
All family are ready to go to picnic and they sit in bus 🚌
Kairav (in mind) : mujhe mr and mrs Goenka ko maaf kar dena chahiye jo unhone kiya woh thik nahi tha .... Jo main kar raha hu woh kya thik hai phir mujhe me un main kya fark rah jaaega
Mrs. Goenka me mujhe ek baat shikayi thi har insaan ko second chance milna chahiye kya mujhe unko second chance dena chahiyeHer see kaira who busy with Akshu he also smile to see them
After some time they reach picnic place
Karthik : I hope naira iss picnic ki wajah se hamare aur kairav ke beach jo dooriyan hai woh thodi kam ho jaaye
N : haa Karthik .... Phir se hamari ek happy family ban jaaye
Both see each other and smile
And then navya and preeran also arrive their
Kairav and navya get surprised and happy to see each other
Preeran meet kaira
Karthik : aap log toh inhe jaante hi honge mr and mrs... Luthra hamare best friend
M : haa beta inko kaun nahi jaanta tumne bulaya inko
K : ji papa
Maine socha kyu naa yeh bhi hume join karleDadi : yeh bahut acha kiya tumne Kittu
And they start their conversation
In alone time
Navya : kairav I want to tell you about my past
Kairav : really ... Please tell me kya hua tha tumhare past me
Navya : mera past itna aashan nahi tha usko bhoola paana usse bhi muskil tha
Jab main 12th class main thi tab mere ek teacher hua karte the maths ke naam tha unka Rajeev mehta
Woh mujhe dusri nazar se dekha karte the mujhe iss baat ka kabhi realise hi nahi hua
Ek din unhone mujhe akele main bualaya mujhe laga hoga ki koi kaam hoga yaa homework se related hoga main chali gayi but unhone mere saath molestation karne ki koshish kariKairav get shocked
Navya start crying
N : unhone mujhe kaha agar maine ghar main apne parents yaa kisi aur ko kuch bhi bataya toh he kill me
Main darr gayi bahut dino tak maine yeh baat kisi ko nahi batayi har roz woh mujhe mentally physically torture karte the
But ek din maine himmat karke apne mamma papa ko bata diyaKairav hug navya
She also hug him
आप पढ़ रहे हैं
Bandha tha dilo ko Rishton ki dors se
RomanceThe story about misunderstanding story start from yrkkh jaha par naira ki death ho jaati hai but iss story main naira ki death nahi hoti please guys support me