Anirudh talk with his friend in telephone
Anirudh : ha sorry bo bina bataye yeha aagaya kuch bohot jarurii kam tha ......ha ha accha accha thik hai khuda afiz
Anirudh cut the phone
Kaka : paribar ke man samman ke karan humne bahar kuch nehi kaha ....lekin aj jo hua bo hume sehi nehi laga .....arey tumhari patni roy choudhriyo ki bahu aise nadi kinare nahate hue admiyo ke kapre churati hai sobha deta hai kiya .......aur tum ushe dattne aur samjhane ki jagah ushki pith thapthapa rahe ho
Anirudh in mind : lekin bondita gayi kyu thi nadi kinare
He goes towards to bondita
Anirudh : batao bondita tum kyu gayi thi nadi kinare
Bondita in mind : arey ab mai inka ye sawal ka jawab kaise du
Anirudh : bolo .......
Bani : mai batati hu
Bondita was shocked
Bani : didi ko aam khana bohot pasand hai aur nadi ke kinare bohot sare aam ke per hai toh sayad didi ishliye gayi thi maine ush din bhi dekha tha aam tor te hue
Bondita was relaxed
Bondita : ha ....ha ye bilkul thik keh rahi hai mai ...mai aam todne gayi thi nadi kinare
Anirudh : accha
Bondita : kaka sasur ji mujhe maaf kar dijiye mai toh bas unhe barabri ka matlab samjhana sahti thi please maaf kar dijiye
Holding her earsKaka melt
Kaka.: accha salo maaf kiya
Bondita : shotti pinching her neck
Kaka : shotti ...lekin aage se aisa nehi hona sahiye ...
Bondita nodded her head
Kaka : aarey hum toh bhul hi gaye the ki kal shiv ji ki mahapuja hai jo humare haveli mai haar saal hota hai toh kal sab subha jaldi uthna aur bondita bahu hum sab jimmedari tumhe de rahe hai
Bondita : ji kaka sasur ji mai sab acche samhal lungi
Kaka smile
Bondita : bani sirat jara study mai aao tumlogo ko parhana hai
Bani and sirat: ji
Bondita : aur batuk aur som ko bhi le ana
Bani /sirat : ji
Bondita goes to study and anirudh also goes
Bondita was reading book mishti and sudha and somtuk came they was sitting in their seat Sudha is a drawing , trisha is a write something ,somtuk ,bani and sirat open their book Anirudh and ragini entered the study and saw them sudha saw them
Sudha : arey jamai babu ayi hum bas aise hi hum chalte hai ha
Anirudh : arey nehi nehi tumlog parh rahi ho apna apna kam kar rahi ho karo mujhe koi problem nehi hai
Sudha sit down and continue the drawing
Bondita teach bani ,sirat and somtukBani : didi ek baat puchu
Bondita : ha pucho
Bani : apne kabhi maa baba ke bare mai nehi bataya boliye na kaise the maa baba
Sirat: ha didi boliye na
Bondita : jyada toh mujhe bhi yad nehi hai bas ye yad tha ki maa baba ye sahte the ki mai parh likh kar aurto ko apna adhikar dilwao hamesha yehi baat kehete the bo dono aur ye anguthi dekh rahe ho yehi maa baba ki akhri nishani hai lekin 20 sitambar 1910 ko baba ko saap ne kate liya tha aur bo saal base fir maa ne hi humlogo ko samhala aur phir 2 saal baad maa bimar ho gayi aur unhone bhi apna dum tor diya tabhi maine soch liya tha ki main itna parhungi ki kisi ke sahare na ji yu aur tumlogo ko bhi parha likha ke bohot acchi insan banaungi ........bondita saw the clock
आप पढ़ रहे हैं
Barrister babu : A Unique Story
Fanfictionye story meri sirf ek imagination Hai story me kuch extra character honge kuch character alag bhi ho sakte hai aplog ye story dil pe mat lijiyenga kyuki ye story meri ek imagination Hai ish story me apko Namak ishq ka ke dialogue bhi apko parhne ko...