Pallavi Deshmukh and Raghav Rao were lovers before marriage ....but something happened which turned their life upside down.....
Will they be able to unite again??
Peep in to know more.....
Hey!!guys back with a new chapter of our story raghvi love birds. Let's start
Raghav {raghav was angry because of some business issues} : areee itne dino se kahan mein bass aaj hi toh late aaya hai aur wese bhi mein insaan hai koi jaanvar ya koi parinda nhi hai mein to agar mujhe late ho jaaaye zara sa bhi to mein apne pankkh phelaun aur ud padun {song plays in the background panchi banu udta firu mast gagan mein 😂😁}
Pallavi : accha mujhe to laga tha ki tum koi jaanvar ho (pigeon) jo ud ke chala aayega idhar isliye to mene tumhe rakha tha par aaj mere kaam khul gye ki tum na panchi ho na aadmi ho tum to ek darinda ho darinda.... aur wese bhi tumhari himmat kese hui mujhpe chillane ki mene tumhe kaam pe rkha hai tumne mujhe nhi jo tum aise baat kr rhe ho mene to glti krdi jo tumhe mene kaam pe rakh liya wo to tum 100 rupay le rhe the isliye rakha mene kl se agar ek aur baar late hua na to naukri se nikal dungi hain nhi to ek to chori upar se sena zori....
Raghav(confused): Kya ?????????? pori -pori yeh kya hota hai
Like this
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Pallavi: hey bhagwan koi kahawat bolo to aaj kal ke logon ko wo bhi nhi samajh mein aati hai
jo bhi ho tumhari hindi mashaallah bilkul gajab ki hindi bolte ho tum
Raghav : haan haan janta hai mai ki main hun hi all-rounder
Pallavi: tumko yeh sab tumhari taarif lag rhi hai ...........????? chalo ab panchayat na kro aur jldi kaam khatam krke niklo yahan se fir mujhe office bhi jana hai pura time waste kr diya ...............
Raghav : haan haan theek hai krta hai main
bye byeeeeeeeeeeeeeeeee guys !!!!!!!!!!!!!!!!!!!
hey!!! guys what do you think that is our raghav a all rounder or not comment down and tell me