Part 57

157 27 14
                                    

Mahir-Di aayi kyu nahi abtak aaj bhaidooj hain

Meera-Papa bua kab aayegi aur wo kese dikhti hain

Mahir-Beta wo jab aajayegi tab aap dekh lena

Meera-okay

Meera and mahir waits for mahir's sister it was evening and still she doesn't arrive mahir was sad he sits on the sofa and puts a hand on his head

Mahir-Chalo meera aao tum khana khalo bohot der bhi hogayi hain right chalo

Mahir feed her and made her sleep

Next day he comes to office his mood was off vikrant comes there and sits beside him

V-Hi mahir aaj tumhe mujhme kuch alag nazar aaraha hain kya

M-Kyu kya hua

V-Batata hun kal na meri bohot sari behne aayi thi aur unhone mujhe bohot saare tohfe diye aur mujhe bohot acha isilye socha ki tumhe bhi dikhata hun yeh dekh ye wala tohfa na mujhe meri ek behan ne diya hain aur ye wala meri jo society mein rehti hain usne aur ek meri ek dur ki behan hain yeh usne diya hai aur

M-Vikrant hum dono kaam kare pls

V-Mahir mujhe pata hain ki tumhara mood thik nahi hain mein samjhta hun

M-vikrant pls

V-Mahir yeh dekh na ye na meri acha chod bata kya hua hain

M-Shouts pls nahi batana hain mujhe

V-Huh itna kya ghussa mein toh sirf tohfe sinha raha tah huh mujhe bhi baat nahi karni hain tujhe jo karna hain wo kar le nonsense kahika

He returns back to his desk bela comes out

V-Tu kya dekh raha hain kaam kar apna

He says to the employee who was sitting beside him bela sees this

B-Kya hua vikrant kyu chula rahe hon uspar

V-Arre bela mein itne interest se mahir ko kal mujhe bhaidooj par jo tohfe mile the wo dikhane aaya toh usne mujhe bhaga diya mera bhi mood of kardiya mein dekhana ab use baat bhi nahi karunga

B-Vikrant tum ek minute mein aayi

Bela calls uncle

Meera-Hello angel

B-Arre meeru apne phone answer kiya meine toh uncle ko phone kiya tga

M-Meine apka naam dekha toh phone utha liya

B-Acha okay mujhe ek baat batao ki aaj papa ka mood down kyu hain

M-Kal bua aayi hi nahi papa ne kitni saari tayariya ki thi bua ne papa ko unke ghar aane se mana kiya hain isilye hum unke ghar nahi ja pate hain isilye papa nervous ho gaye hain angel tum papa se baat karo na unka mood jhat se thik ho jayega

B-hmm thank you beta take care

Bela cuts the call

B-Vikrant mein jara aati hun

She goes to the cabin and sees vish was calling someone

B-Kya hua

V-Bhaiya phone nahi utha rha hain meine usse kitni baar phone kiya bela literally saal mein 1 ya fir 2 baar humari baat hoti hain 1 ya 2 aur abhi mein usse phone kra rahe hun toh mere call ko answer bhi nhai kar raha hian

B-Meim karti hun lao

V-Koi nahi yaar chodo agar wo koi jwab nahi de raha hain toh rehne do

Vish sits and cries a little bela could not see her like this she comes outside

B-Vikrant yaha aao ek kaam karo tum vish ko bahar lekar aao mein tumhe baad mein sab batati hun

Vikranr leaves

B-Mahir aaj tum tiffin mein kuch special late

M-Ha lata hun jiske liye banaya tha wo aayi hi nahi

Vikrant comes outside with vish

B-Vish aaj mahir kuch special lata hian

M-Umn ma'am wo mein yeh home made mithai lata tha kal mere behan ke liye banayi thi lekin wo aayi nahi toh socha ki tiffin mein la du aap khahiye na

Vish takes it amd eats it she smiles and wipes her tears

Vish-Mera bhi bhai kal aaya nahi lekin wo kehte hain na ache insaan agar humare saath ho to khoye hue rishte bhi mil jate hain mere pass abhi tumhe dene ke liye mere pass kuch haim toh nahi lekin aaj ke baad tumhe kabhi bhi raksha bandhan aur bhai dooj ke din apne behan ka imtezaar nahi karna padega

Both smiles

Vish leaves to her cabin mahir smiles and hugs bela she smiles

M-Bela mein aaj bohot bohot bohot khush hun

B-Oh aaj agar app itne khush hain hi toh aaj raat kahi bahar chale .

M-Hmm aaj Apko jo chahiye wo milega
______________________________________

Vote and comment
Ignore grammatical errors

Hope you all like it 💜😊❤️✨

Votes-25+
Comments-10+

Wear mask maintain social distancing😊✨❤️💜

Stay safe💜😊❤️✨

I love you all💜😊❤️✨

Bye sweethearts💜😊❤️✨

♠️SHWETA♠️

✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️💜✨❤️😊💜❤️❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️💜💜✨❤️😊💜✨❤️😊💜✨❤️💜💜😊😊😊😊😊💜❤️✨😊😊😊😊😊💜😊✨✨💜💜❤️✨💜💜❤️✨💜❤️😊✨😊✨😊✨

Pehla Pehla Pyarr ✅Where stories live. Discover now