Bela-Mahir utho chalo subha hogayi hain aaj hume tumhare ghar bhi toh jana hain uthiye na meera bhi kabse dadaji se ke saath khel rahi hain apka intzar karte karte thak gayi hain kitni der tak sote rahoge.
Mahir-Ha uth raha hun baba bolo kya hua aur packing toh ki nahi hain humne
Bela-Meine subah 5 panch baje uth kar sari packing kar li hain tum gehri nind mein the isiliye meine tumhe nahi uthaya ab chalo jaldi se naha lo aur niche aajao bread butter khake chlate hain ghar jakr mein kuch acha banati hun.
Mahir-Hm ajkal subha uthne ka dil nahi karta hain na
Bela-Hm thand mein toh aksar esa hi hota hain mera toh dil karta hain ki thand mein 6 7 blanket lekar sojao
Mahir-Hm
Bela-Tumhare kapde nikal kar rakh diye hain pehn lena
Mahir-Hm
Bela-Meera kya hua bacha papa abhi tayar nahi hue hain app jakr aman ke sath thodi der khelo
Meera-Thik hain
Bela-Chalti hun dadaji
Mahir-Ji
Mohan-Bela mahir reh lete yaha par mein akela reh kar kya karunga
Bela-Dadaji suhani aunty aur pikochu hian na meri toh ab shadi hogayi hain toh fir mein yaha kese rahungi
Mohan-Hm yeh bhi baat sahi hian jao tum log khushi se rehna
Bela-Ji
They sat in the car bela waved them and mahir drove the car.
They reached home aunty and uncle were waiting there
A-Arre agaye tum log ruko ruko bela pehle is kalash ko apne pair se dhaka do aur phir aandar aana
Soon it was completed joshi's left.
B-Meeru mahir mein tum dono ke liye kuch banati hun kya khaoge
Meera-Mumma mujhe parathe khane hain
Bela-Thik hain baby bas abhi bana deti hun
Mahir-Are ruko ruko pagal hogayi ho kya tum bela you're pregnant woh bhi 7 month tumhe itna kaam nahi karna chahiye tum jakr abhi aaram karo mein sara saman laga deta hun meera apni mumma ka khyal rakho
Meera-Okay papa mumma app mere saath chalo
Bela-Lekin Mahir mera is ghar mein pehla din hian
Mahir-Isse koi farak nahi padta bela
Meera-Mumma chalo chalo mumma
Bela-Acha thik hian aarahi hun mein ruko toh
Meera took bela with her mahir smiles and leaves to kitchen he cooks aloo paratha and gave it to meera he cooks methi paratha for bela.
Bela-Yeh kya hian methi paratha nahi chahiye mujhe Mahir I don't want to eat
Mahir-Bela chup chap khao samjhi aloo baby ke liye healthy nahi hain lekin methi hian samjhi
Bela-Lekin mahir mujhe nahi khana hian
Mahir-Bela agar tumne abhi nayi khaya na toh mein tumhe khud khilaunga
Bela-Khilao
Mahir-Tum bhi na thik hain yeh lo
Bela-Aaa
Meera-Papa mujhe bhi khilao na
Bela-Hm yeh lo mein khilati hun apko
Meera-Aa
Bela feeds her.
After 1 and half month bela was moving in pain she was admitted to the hospital she gave birth to twins boys.
YOU ARE READING
Pehla Pehla Pyarr ✅
Romance1 in- #Mihir-6/10/2021 Bela is a rich girl a orphan mahir is a single father who works in company bela's has two aunty's and uncles she has a grandfather who has looked after her since childhood has a friend Mahir is a father to a girl who is 3 yea...