jab bhi rkhna chaha tujh se iss dil ne ta'aluq rabta
na jane kse sambhala hai khud ko de kr khud ka vasta
kitna lamba hai yh intezar ka rasta
koi phir bhi nhi janta khn le jata hai yh tanha rasta
kon jane kitni sadiyon ka hai fasla
zinda hain bas de kr usi ek lamhe ka vasta
kab tak samjhayein ge de kr khud ko jhooti tasalliyon ka asra
ya inn numm ankhon ko dete reh jayein ge khud ka vasta
kitni doorr tak le jaye ga binn manzil yh rasta
ya aise hi guzr jayein gi tanha raatein dete dil ko khud ka vasta
dil ab bhi kyun rkhna chahta hai tumse ta'aluq bil-vasta
ab bhi kyun be-asar hai khud pe hi khud ka *vaasta*-vrajitoare