Continue from previous part.
Sid:- chale.
Monu:- haa chal.
Sid:- Tu aa rahi hai mujhe laga nahi aayegi.
Monu:- kyu nahi aati me. Me nahi aaungi to tere liye dress kon select karega.
Koel:- haa Sid ki mata ji ab chaliye. 😅
Monu:-ohh thanks. for your kind information me Sid ki mata hi nahi aapki behen bhi hu priye.
Koel:-kya.
All burts out laughing. 🤣🤣
Koel:-matlab to batao uss priya ka.
Param:-its not priya it's priye matlab dil ke sabse karib rehnewala insan.
Koel:- to phir aap to apni wife ko priye bulana chahiye. Right. 😁
Sid:- right.
Karan:- vo apni wife ki priye hi bulate hai koel. 😍
Parkha blushed and all are smiling seeing them like this.
Monu:-chaliye vaise mama-mami nahi aaye.
Sid:- vo kuchh kaam aa gya tha isliye vo nahi aaye.
Monu:-ok chalo.
They go to market.
City index mall.
Param is choosing bad colours dress and barkha is with karan trying to chose baby dress.
Monu see that param is not chosing not good dresses so she went to him.
Monu:- vo.... Hiii me aapki koi madad karu.
Param:- it's ok I'll handle it.
Monu:-ok then leave.
She was about to go.
Param:- konsi lu black le leta hu.
Monu:- yukk black yaar aap bhi na black colour diwali ke din kon pehnata hai. ☹️
Param:- kuchh samjh hi nahi aa raha.
Monu:- me na aapki help karti hu.
(Monu to shopkeeper) Bhaiya. Jara vo red wala kurta dikhana.
Shopkeeper shows her various type of kuta aur monami ne 6 kurte param ke liye kharid liye.
Param:-itne kurte. 😌
Monu:-sirf 6 hi hai.
Param:-phir bhi me inme se konsa pehnuga.
Monu:- me aapko bata dungi na
Param:-ok chalo ab tumhare liye shoping karte hai.
Peeche se dostana group inka bond dekh rahi hai. Expect faizi because he is chosing dress for his self.
Monu:-ok chaliye.
They leave to ladies section aur dostana group bhi picha karte hue inke peeche.
Param:- me tumhare liye dress chose karta hu.
Monu:-ok.
Param is chosing dress for her tabhi monami ki najar faizi ke upar jaati hai jo kabse dress chose kar raha hai par kar hi nahi paa raha hao.
Monu:- aap lijiye tab tak me aayi.
Param:-kaha jaa rahi ho.
Monu:- bas ek min. Aayi me abhi.
Then she went to faizi and tapped his shoulder and faizi turned around and see monami.
Faizi:- monami tum kuchh kaam tha.
आप पढ़ रहे हैं
Moran ka ziddi pyar❤ (Completed)
Fanfictionthis story based on moran. on my theory. this story in hinglish. ek din me jitne ho sake utne parts aayege. thank you.
