Mai kuch nhi jaanta ..... Jis marzi se contact kro ......
Do whatever ASP .....but i need my wife back in front of me .......dhoondo usse ......1 ghanta h tmharay paas ....mjhe meri biwi chahye ,,,damn it
Sss. . .sir ...ek ....ghan....ta ??.
****__________****
Subha 1 bajay hayat ki ankh khula
Woh neend mai doobi apni ankhein masal rhi thi ,,ke uss ko apne gaal prr kisi ka hath dhara hua mehsoos hua
Hhhh.....yeh .....kis ka hath ???
Hayat ki ankhein poori khul gyi ......uss ne hath ke maalik ko dhekne ki koshish
Rohaaaaaaan!!!!
Uss ke sath hi leta rohaan ek hath apne gaal ke neeche rakhe orr doosra hath hayat ke gaal prrr rakhe so rha tha
Maathe prr baal bikhre hue theyy ,,orr woh sotay hue koi masoom bacha lg rha tha
Yeh kab ???.
Rohaan kab aye ???
Hayat ko kuch yaad nhi tha ,,shayad raat ko bhi woh neend mai hi thi
Dimaag prr Bohut zorr daalne ke baad usse raat wala waqiya yaad aya
Gusse se uss ka chehra laal ho gya
Kitneeee dino baad aya tha ....orr woh toh naraaz thi uss se toh kyun uss ke bazu prr sirr rakh krr so rhi h 😤😤😤
Hayat ne rohaan ka hath apne gaal se jhatka orr jhatke se uthi
Aaahhhhhhh ......woh krah uthi
Orr uss ki cheekh prr rohaan bhi harbara krr jaag utha
Hh....hayat ....kya hua ????
Ahhhhhhhh......mere baal .
Kya hayat ???
Mere baal torr diye😢🤧😤 ......
Bazu hataye apna mere baalon se
😢😡😤
Ohhh sorry
Hmmm..... Sorry ke kuch lgte 😤😤😤
Woh gusse se bed se uthi ....apne slippers pehene , orr thakk thakkk krti washroom mai band ho gyi
Rohaan toh uss ke tewar hi dekhta reh gya
Hainnn??😦
Isse kya hua???😦🙁
********__________********
Chotay khan bibi ko hosh aa gya h
Theek h tm jao ......orr gul se kaho daawat ka ehtimaam kre
Ji theek
*****________****
Gul khana khilaya h palwasha ko
Ss....sahab woh nhi kha rhi ,,bss roye ja rhi hai
Acha theek h tum jao mai dekhta hoon
Knockkk...✊🏻✊🏻✊🏻
((Gazal jis ko jb hosh aata h toh apne ap ko ekk aalishaan kamre mai paati .......bed prrr leti ,,jb uss ki ankhein khulti h toh .......
Zarooooon!!!! ......))
Washa ,,,underr aa jaun
Hhhh ,,yeh kon h ??
Orr washa???
......gazal harbara krr apna dupatta sahi se sirr prrr leti h
Gala khangaarte hue gulraiz khan apne anay ki itlah deta h
Orr aatay sath hi nazar uss haseen chehra prr prti
Jo shayad kafi dair rota rha h ......ankhein rone ki wajah se surkh
Chehre laal gulabi .......baal dupaatay mai chupe hue they magar bikhre hue theyy
YOU ARE READING
khyaalon ka shehr
SonstigesThis is the story of rohaan ,hayat ,gazal ,zaroon ,saif ❤❤❤❤❤ A light ,pure and heart warming story that will light up your mood 💜💜💙💙💚💚 Hayat .....the drama queen 👑 Gazal ......the innocent fairy 💎 Abb saari baatein bta doon kya😝 ,,Baqi c...
